Vrindavan Ke O Banke Bihari (वृन्दावन के ओ बांके बिहारी - भजन)


Vrindavan Ke O Banke Bihari,
Hamse Parda Karo Na Murari ॥
Hum Tumhare Paraye Nahi Hai,
Gair Ke Dar Pe Aaye Nahin Hai,
Hum Tumhare Purane Pujari,
Hum Tumhare Purane Pujari,
Hamse Parda Karo Na Murari,
Vrindavan Ke O Banke Bihari ॥

Haridas Ke Raaj Dulare,
Nand Yashoda Ki Aankhon Ke Tare,
Radha Ju Ke Sanware Girdhari,
Radha Ju Ke Sanware Girdhari,
Hamse Parda Karo Na Murari,
Vrindavan Ke O Banke Bihari ॥

Band Kamron Mein Ruk Na Sakoge,
Lakh Pardo Mein Chhup Na Sakoge,
Tumko Har or Ham Hai Vyapari,
Tumko Har or Ham Hai Vyapari,
Hamse Parda Karo Na Murari,
Vrindavan Ke O Banke Bihari ॥

Vrindavan Ke O Banke Bihari,
Hamse Parda Karo Na Murari ॥
वृन्दावन के ओ बांके बिहारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम तुम्हारे पराये नही है, गैर के दर पे आये नहीं है, हम तुम्हारे पुराने पुजारी, हम तुम्हारे पुराने पुजारी, हमसे पर्दा करो ना मुरारी, वृन्दावन के ओ बांके बिहारी ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanJhulan Yatra BhajanKrishna Murari Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Ram Mere Ghar Ayenge Ayenge Prabhu Ayenge

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Ram Naam Se Jagmag Hai

Mere Ghar Ka Kona-Kona, Ram Naam Se Jagmag Hai, Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar, Charon Dham Sa Jagmag Hai...

O Maiya Tene Ka Thani Man Me

O Maiya Taine Ka Thani Man Mein, Ram-siya Bhej Daye Ri Ban Mein, Deewani Taine Ka Thani Man Mein...

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj More Tum Bin Bigde Sakal Kaaj Vinti Karat Hoon Rakhiyo Laaj

Jinke Hridey Shri Ram Base

Jinke Hridey Shri Ram Base, Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo । Jinke Hridey Shri Ram