पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aulakh Niranjan Jai Jai Dudhadhari (औलख निरंजन जै जै दूधाधारी - भजन)


Aulakh Niranjan Jai Jai Dudhadhari
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Dudhadhari ) ।
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Paunaahaari ) ।
Aulakh, Niranjan... Jay Jay, Dudhadhari...
Paali, Ban, Ratno Ke, Aae Baaba Ji... ( Jay Ho ) ।
Ban, Khandi, Gaayon Ko, Charae Baaba Ji... ( Jay Ho ) ।
Jaan, Lage, Ratno Ke, Ghar Dekh Lo... ( Jay Ho ) ।
Ratno, Luhaari Gai, Taari Dekh Lo... Kahate,
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Dudhadhari...

Phasalon, Ko Dekh, Zamindaar Rote Hain... ( Jay Ho ) ।
Ikatthe, Hokar, Baaba Ji Ke, Paas Aate Hain... ( Jay Ho ) ।
Gusse, Mein, Kahate Tum, Talaiyaan Saari... ( Jay Ho ) ।
Dekh, Jaakar, Ghoom, Phasalen Ujaadin... Kahate,
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Dudhadhari...

Hans, Hans, Baaba, Kahate, Kya Ho Gaya... ( Jay Ho ) ।
Kaahe Se, Machaaya, Shor, Tumhaara, Kya Ho Gaya... ( Jay Ho ) ।
Kaun Se, Tumhaare, Khet, Ujaade Gaayon Ne... ( Jay Ho ) ।
Kaam, Nahin, Kiya Ye, Saari Gaayon Ne... Kahate,
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Dudhadhari...

Bhakti Bharat Bhajan Pata, Laga, Jab, Ratno, Luhaari Ko... ( Jay Ho ) ।
Gusse, Mein, Kahati, Aake, Paunahaari Ko... ( Jay Ho ) ।
Paali, Ban, Tujhe Mainne, Khilai Rotiyaan... ( Jay Ho ) ।
Doodh, Dahi, Lassi, Aur Malai Motiyaan... Kahate,
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Dudhadhari…

Ghar, Ghar, Jyot Jagi, Kalaadhaari Ki... ( Jay Ho ) ।
Pooja, Badi, Hone Lagi, Paunaahaari Ki... ( Jay Ho ) ।
Bhakt, Bhi Jaakar Dekho, Aane Lage... ( Jay Ho ) ।
Rot, Mani, Jhanda Bhi, Chadhaane Lage... Kahate,
Aulakh, Niranjan... ( Jay Jay, Dudhadhari...

औलख निरंजन जै जै दूधाधारी - भजन हिन्दी में पढ़ें

औलख, निरंजन... ( जय जय, दुੱਧाधारी ) । औलख, निरंजन... ( जय जय, पौणाहारी ) ।
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanAulakh Niranjan BhajanDudhadhari Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Bhakti Bharat APP