Sawan 2025

Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege (भोलेनाथ की शादी है हम सारे जाऐंगे - भजन)


Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege,
Bholenath Ki Shadi Mein Nachenge Gayenge,
Aaj Bholenath Ki Shadi Hai,
Mere Naath Ki Shadi Hai ॥
Nache Gaye Khusi Manaye, Jin Ko Aaya Nyota,
Mama Ke Sang Chala Bhanja, Ga Ga Ke Sang Pota,
Tyari Kar Li hai,
Saj Dhaj Kar Jayenge,
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege ॥

Narad Sharad Bhut Pret Bhi, Ban Aai Barati,
Shukr Shanishar Rahu Ketu, Naach Rahe Sang Sathi,
Dar Parvati Ja Ke,
Da Dang Machaenge,
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege ॥

Dulha Hai Ya Koi Jogi, Sab Ko Hui Hairani,
Jogi Roop Mein Shiv Shambhu Ko, Naman Kare Kalyani,
Shiv Shakti Milan Hoga,
Khusi Dev Manayenge,
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege ॥

भोलेनाथ की शादी है हम सारे जाऐंगे - भजन हिन्दी में पढ़ें

भोलेनाथ की शादी है हम सारे जाऐंगे, भोलेनाथ की शादी में नाचेंगे गाएंगे ॥ आज भोलेनाथ की शादी है..
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShri Krishna BhajanRaas BhajanMaharas BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTarun Sagar Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya, Ah Ke Duariya Na, Baba Baidyanath Hum Ayal Chhi, Bhikhariya Ahaan Ke Duariya Na ॥

Deedar Karne Aaya Tere Dwar

Alakha Jaga Ke Jogi, Aaya Tere Dwar, Aaya Tere Dwar Maiya, Aaya Tere Dwar, Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Koi Devta Nahi Hai Bhole Nath Ki Tarah

Koi Devta Nahi Hai, Bhole Nath Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah ॥

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali

Tu Mahalon Mein Rahne Wali, Main Jogi Jatta Dhari Hun, Tera Mera Mel Mile Na, Rahta Atal Atari Hun

Tune Jeena Sikhaya Bholenath Ji

Tumhai Dil Main Basaya, Tumhai Apna Banaya, Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji, Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji ॥

Bhola Shankar Bane Madari

Bhole Shankar Bane Madari, Damru Dashrath Dwar Bajaye, Ek Haath Trisul Aur Damru, Ek Haath Bajarangi Linhe, Aap Hi Nache Aap Nachave, Naach Naach Kar Ye Hi Gave, Jay Jay Avadh Bihari, Bhole Shankar Bane Madari, Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Bhakti Bharat APP