Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Daya Itni Karna Pawan Ke Dulare (दया इतनीं करना, पवन के दुलारे: भजन)


Daya Itni Karna Pawan Ke Dulare
Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare,
Najara Mein Basi Hai,
Tumhari Hi Surat,
Sada Gun Mein Gaun,
Kapivar Tumhare,
Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare ॥
Mere Maan Mein Deepak,
Tumhara Jalega,
Mitenge Mere Maan Ke,
Sabhi Andhiyare,
Sahara Jo Tera,
Milega Pavanasut,
To Jeevan Ki Naiya,
Lagegi Kinaare,
Suna Hai Ye Hamane,
Jamane Se Kapivar,
Sabhi Kaam Banate Hai,
Tumhaare Hi Dware,
Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare ॥

Karun Kese Puja,
Tumhari Mein Hanumat,
Vidhi Bandana Ki,
Prabhu Hum Na Jane,
Jhuka Lete Hai Sar,
Bhav Se Apna,
Tumhare Darash Ke,
Prabhu Hum Diwane,
Sunege Araj Ji,
Hamari Na Hanumat,
Kahan Jayenge Hum,
Musibat Ke Mare,
Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare ॥

Hai Vedon Ki Bhaasha,
Tumhare Liye Hi,
Jaye Na Khali,
Varadaan Tera,
Tumhare Sahaare,
Bhakt Jano Ki,
Kati Duhkh Ki Raten,
Hua Hai Savera,
Tumhare Hi Karan,
Pavan Praan Pyaare,
Hue Pure Sapane Hai,
Jag Mein Hamaare,
Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare ॥

Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare,
Najara Mein Basi Hai,
Tumhari Hi Surat,
Sada Gun Mein Gaun,
Kapivar Tumhare,
Daya Itani Karna,
Pawan Ke Dulare,
Jhuke Shish Mera,
Charan Mein Tumhare ॥

दया इतनीं करना, पवन के दुलारे: भजन हिन्दी में पढ़ें

दया इतनी करना, के दुलारे, झुकें शीश मेरा, चरण में तुम्हारे, नजर में बसी हो, तुम्हारी ही मूरत, सदा गुण मैं गाऊं, कपिवर तुम्हारे, दया इतनीं करना, पवन के दुलारे, झुकें शीश मेरा, चरण में तुम्हारे ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari

Koun Si Ne Maar Diyo Ri Tona

Kaun Si Ne Mar Diyo Ri Tona, Ke Mero Machale O Shyam Salona, Bhool Gayi Mene Diyo Na..

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP