Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar (हम सब मिलके आये, दाता तेरे दरबार - भजन)


Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar
Hum Sab Milke Aaye,
Data Tere Darbar
Bhar De Jholi Sabki,
Tere Poorn Bhandar
Hum Sab Milke Aaye,
Data Tere Darbar
Bhar De Jholi Sabki,
Tere Poorn Bhandar

Lekar Dil Me Phariyad,
Karte Hum Tumko Yaad

Jab Ho Mushkil Ki Ghadiya,
Mange Tum Se Imadad

Sabse Badhke Uncha Jag Me Tera Darbar
Bhar De Jholi Sabki, Tere Poorn Bhandar

Hum Sab Milkar Aaye Data Tere Darbar
Bhar De Jholi Sabki, Tere Poorn Bhandar

Chahe Din Ho Viprit, Hove Tumse Hi Preet
Sachchi Shraddha Se Gave, Teri Bhakti Ke Geet

Hove Sabka Prabhuji Tere Charno Me Pyaar
Bhar De Jholi Sabki, Tere Poorn Bhandar

Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar
Bhar De Jholi Sabki, Tere Poorn Bhandar

Hove Jab Sandhyakal, Hoke Nirmal Tatkal
Apna Mastak Jhukake, Karke Tera Khayal

Tere Dar Pe Aakar Baithe Sara Parivar
Bhar De Jholi Sabaki, Tere Poorn Bhandar

Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar
Bhar De Jholi Sabaki, Tere Poorn Bhandar

Hum Sab Milkar Aaye Data Tere Darbar
Bharde Jholi Sabaki, Tere Poorn Bhandar

Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar
Bhar De Jholi Sabki, Tere Poorn Bhandar

हम सब मिलके आये, दाता तेरे दरबार - भजन हिन्दी में पढ़ें

हम सब मिलके आये, दाता तेरे दरबार, भर दे झोली सबकी, तेरे पूर्ण भंडार..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanPrem Bhushan Ji BhajanPrembhushan Ji Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP