Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kaisi Leela Rachai Ji Hanumat Balaji (कैसी लीला रचाई जी हनुमत बालाजी: भजन)


Kaisi Leela Rachai Ji Hanumat Balaji
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥
Khel Karat Ambar Main Nikal Gaye,
Samajh Ke Phal Tum Nigal Gaye,
Kari Devo Ne Vinati Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

Dasakandhar Kiya Haran Siya Ka,
Lanka Mein Ja Pata Kiya Tha,
Tumane Lanka Jalai Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

Lanka Jala Shaant Ki Jwala,
Machhali Pet Garbh Tum Dala,
Ki Sut Se Ladai Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

Shaktivan Lagyo Lashman Ke,
Sankat Main The Pran Lakhan Ke,
Kari Turat Sahae Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

Ahiravan Ne Ki Chaturai,
Ram Lakhan Dou Lie Churai,
Li Band Chhudai Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

‘Gita’ Bhi Hai Teri Sevak,
Meri Naiya Ke Tum Kevat,
Do Paar Lagai Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji,
Kesi Leela Rachai Ji,
Ke Hanumat Balaji ॥

कैसी लीला रचाई जी हनुमत बालाजी: भजन हिन्दी में पढ़ें

कैसी लीला रचाई जी, के हनुमत बालाजी, कैसी लीला रचायी जी, के बजरंग बालाजी ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan, Shri Ram Ke Charan, Prabhu Ram Ke Charan, Dekhon Pawan Param Shri Ram Ke Charan ॥

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP