Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Maiya Mori Mai Nahi Makhan Khayo (मैया मोरी मैं नहिं माखन खायो - भजन)


Maiya Mori Mai Nahi Makhan Khayo
Maiya Mori Main Nahin Makhan Khayo ।
Bhor Bhayo Gaiyan Ke Paachhe,
Madhuvan Mohin Pathayo ।
Chaar Pahar Bansibat Bhatkyo,
Saanjh Pare Ghar Aayo ॥

Main Balak Bahinyan Ko Chhoto,
Chhinko Kihi Bidhi Paayo ।
Gwal Baal Sab Bair Pare Hain,
Barbas Mukh Laptayo ॥

Tu Janani Man Ki Ati Bhori,
Inke Kahe Patiayo ।
Jiy Tere Kachhu Bhed Upaji Hai,
Jaani Parayo Jaayo ॥

Yah Lai Apni Lakuti Kamriya,
Bahutahin Naach Nachayo ।
Surdas Tab Bihansi Jasoda,
Lai Ur Kanth Lagayo ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

मैया मोरी मैं नहिं माखन खायो - भजन हिन्दी में पढ़ें

मैया मोरी मैं नहिं माखन खायो । भोर भयो गैयन के पाछे, मधुवन मोहिं पठायो ।..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan

Other Popular Maiya Mori Mai Nahi Makhan Khayo Video

Maiya Mori Mai Nahi Makhan Khayo By Anup Jalota

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chhoti Si Meri Parvati

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se..

Ek Din Maiya Parvati Bhole Se Lagi Kehne

Ek Din Maiya Parvati, Bhole Se Lagi Kehne, Mujhko Bhi Ghadava Do Mere Swami, Sone Ke Gahane ॥

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai

Parvati Tera Bhola, Jagat Mein Sabse Nirala Hai । Jo Mai Hoti Ganga Jaisi

Har Har Shambhu

Har Har Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva, Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva..

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali

Tu Mahalon Mein Rahne Wali, Main Jogi Jatta Dhari Hun, Tera Mera Mel Mile Na, Rahta Atal Atari Hun

Kitna Roi Parvati Shivnath Ke Liye

Kitna Roi Parvati, Shivnath Ke Liye, Main To Pran Bhi Taj Dungi, Bholenath Ke Liye, Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP