Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ram Ka Sewak Pyaara Se Naam Se Bajrang Bala (राम का सेवक प्यारा से नाम से बजरंग बाला - भजन)


Ram Ka Sewak Pyaara Se Naam Se Bajrang Bala
Lanka Mein Kaal Yo Aa Gaya,
Ve Sabke Man Pe Chha Gaye,
Aisa Yo Roop Nirala Re,
Ram Ke Sevak Bajrang Bala Se Naam,
Ik Hath Mein Gadha Viraje Aankhon Mein Toofaan Bhara,
Utha Utha Ke Akshay Mara Naksha Rah Gaya Dhara Dhara,
Aisa Mariya Pataak Pataak Kee Baiyaan Khoon Ka Naala Re,
Ram Ke Sevak Bajrang Bala Se Naam,

Teji Se Us Bijli Mein Bainar Kul Mein Paida Hota Hai,
Jisne Bhi Dekha Bajrang Ko, Use Laage Sadma Hai,
Jaamu Maali Ko Aate Hi Hava Mein Usne Uchhaala Re,
Ram Ke Sevak Bajrang Bala Se Naam,

Shri Ram Ke Pair Pakad Le Ravan Khair Jo Chaave Se,
Laat Laakha Jaise Guru Murar Ke Pair Dababe Se,
Man Mein Hove Ujala Se Karen Ram Naam Ka Bhajan,
Ram Ke Sevak Ka Naam Bajrang Bala Hai

राम का सेवक प्यारा से नाम से बजरंग बाला - भजन हिन्दी में पढ़ें

लंका में काल यो आ गया, वे सब के मन पे छा गया..
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jayanti BhajanMangalwar BhajanBudhwa Manga BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanVeer Hanuman BhajanLakha Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥

Mere Baba Tujhe Kisne Sajaya Dil Gaya Haar Sanware

Mere Baba Tujhe Kisane Sajaya, Dil Gaya Haar Sanware, Main Mud Mud Dar Tere Aaya,
Mud Mud Dar Tere Aaya, Dil Gaya Haar Sanware, Mere Baba Tujhe Kisne Sajaya, Dil Gaya Haar Sanware ॥

Main Sewak Tu Malik Shyam Hamara Hai

Hum Donon Ka Rista, Kitana Pyara Hai, Main Sewak Tu Malik, Shyam Hamara Hai ॥

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP