Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Rang Barse Laal Gulal Ho Gulal (रंग बरसे लाल गुलाल, हो गुलाल: भजन)


Rang Barse Laal Gulal Ho Gulal
Rang Barase Laal Gulaal,
Ho Gulaal,
Vrshabhanalali Ke Mandir Mein,
Sab Ho Gaye Laalon Laal,
Radha Rani Ke Mandir Mein ॥
Bhigi Chunari Choli Daman,
Mukh Ho Gaye Laal Gulal,
Ho Gulaal,
Vrshabhanalali ॥

Sun Sun Kar Sanjo Ki Sargam,
Sab Nachon Bajakar Taal,
Ho Taal,
Vrshabhanalali ॥

Radha Roop Chata Maan Mohini,
Kar Darash Ho Maanwa Nihal,
Nihal,
Vrshabhanalali ॥

Maan ‘Madhup’ Duba Rang Ras Mein,
Sab Bolen Jay Jayakar,
Jayakar,
Vrshabhanalali ॥

रंग बरसे लाल गुलाल, हो गुलाल: भजन हिन्दी में पढ़ें

रंग बरसे लाल गुलाल, हो गुलाल, वृषभानलली के मन्दिर में, सब हो गए लालों लाल, राधा रानी के मन्दिर में ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ghabrana Nahi Pyare Ek Sahara Shyam Ka

Mushkil Din Bhi Aayenge, Tu Dheeraj Mat Khona, Apnon Ko Jab Chhoooge, Ban Jayega Mati Sona।

Diwali ka Tayohar Hai

Diwali Ka Tayohar Hai, Jhoom Utha Sansar Hai, Khush Sabhi Parivar Hain, Avadhapuri Mein Jakar Dekho, Deepon Ki Katar Hai.....

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai

Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai, Nacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai, Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai

Aayi Gaye Raghunandan Sajwa Do Dwar Dwar

Aa Hi Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar,
Swarn Kalash Rakhvado, Bandhvadon Bandhan Vaar…

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP