Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sherawali k Do Nain Pyare Pyare (शेरावाली के दो नैन प्यारे प्यारे)


Sherawali k Do Nain Pyare Pyare
Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare,
Ab Mujhe Gagan Se Kya Lena, Kya Lena,
Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥
Tera Teeka Chamcham Chamke, Teri Bindiyo Se Hota Ujala,
Tera Jhumka Damadam Damke Tere Hone Se Hota Savera,
Terie Shakti Hai Apaar Tujhko Pooje Sansar,
Maiya Apni Kripa Dikha Jana, Dikha Jana,
Sherawali Ke Do Nain Pyare Pyare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥

Tera Chola Chamcham Chamke, Teri Chunri Se Hota Savera,
Tera Nevar Damdam Damke, Teri Naathni Se Hota Savera,
Maiya Ek Tera Saath Mere Sir Pe Ho Haant,
Maiya Ek Tera Saath Mere Sir Pe Ho Haant,
Mera Beda Paar Laga Jaana, Laga Jaana,
Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥
Tera Kangana Khaan Khaan Khanake, Teree Mehandee Se Hota Ujaala ॥

Teri Paayal Kshamaksham Kshamake Tere Bichchhuve Se Hota Savera
Maang Aae Tere Dvaar Lae Solah Singaar,
Ab Bhakti Ka Alakh Jaga Jaana, Jaga Jaana,
Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥
Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥

शेरावाली के दो नैन प्यारे प्यारे हिन्दी में पढ़ें

शेरवाली के दो नैन प्यारे प्यारे,तेरे मुकुट में चमके सितारे, अब मुझे गगन से क्या लेना, क्या लेना, शेरवाली के दो नैन प्यारे प्यारे,तेरे मुकुट में चमके सितारे ॥
Read Also

Bhajan Sherawali BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanSherawali Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥

Rajiv Lochan Ram Aaj Apne Ghar Aaye

Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye, Kan Kan Pulakit, Purjan Harshit, Nagar Gao Sab Bajan Badhai, Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Paap Bad Gaya Hai Kuch To Kaam Kijiye

Paap Bad Gaya Hai, Kuch To Kaam Kijiye, Roj Roj Ram Ji Ka, Naam Lijiye ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP