Shri Krishna Bhajan

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai (तेरे दरबार मे मैया खुशी मिलती है - भजन)


Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai
Teri Chhaya Mein, Tere Charanon Mein,
Magan Ho Baithoon, Tere Bhakto Mein ॥
Tere Darbaar Mein Maiya Khushi Milti Hai,
Zindgi Milti Hai Roton Ko Hansi Milti Hai ॥
Ik Ajab Si Masti Tan Man Pe Chhati Hai,
Har Ik Juban Tere O Maiya Geet Gati Hai,
Bajte Sitaron Se Meethi Pukaro Se,
Goonje Jahan Sara Tere Unche Jaykaro Se,
Masti Mein Jhoome Tera Dar Choome,
Tere Chaaro Taraph Duniya Ye Ghume,
Aisi Masti Bhi Bhala Kya Kaheen Milti Hai,
Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai ॥

Meru Sheron Wali Maa Teri Har Baat Achchhi Hai,
Karni Ki Poori Hai Mata Meri Sachchi Hai,
Sukh-dukh Bantati Hai Apna Banati Hai,
Mushkil Mein Bachche Ko Maa Hi Kaam Aati Hai,
Raksha Karti Hai Bhakt Apane Ki,
Baat Sachchee Karatee Unake Sapano Kee,
Saari Duniya Ki Daulat Yahi Milti Hai,
Tere Dar Baar Mein Maiya Khushi Milti Hai ॥

Rota Hua Aaye Jo Hansta Hua Jata Hai,
Man Ki Murado Ko Vo Pata Hua Jata Hai,
Kismat Ke Maaro Ko Rogi Beemaron Ko,
Karde Bhala Changa Meri Maa Apne Dularau Ko,
Paap Kat Jaye Charan Chhoone Se,
Mahakti Hai Duniya Maa Dhune Se,
Phir to Maa Aisi Kabhi Kya Kaheen Milti Hai,
Tere Darbaar Mein Maiya Khushi Milti Hai ॥
Navratri 2025 Dates
Date Tithi Navratri Devi Name Color
22 September Partipada Ghatasthapana, Mata Shailputri Puja, Agrasen Jayanti White
23 September Dwitiya Mata Brahmacharini Puja Red
24 September Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Sindoor Tritiya Royal Blue
25 September Tritiya - Yellow
26 September Chaturthi Mata Kushmanda Puja, Lalita Panchami Green
27 September Panchami Mata Skanda Mata Puja | Durga Puja (Bilva Nimantran) Grey
28 September Sashti Mata Katyayani Puja | Durga Puja (Kalparambha, Akal Bodhon) Orange
29 September Saptami Mata Kalaratri Puja, Saraswati Awahan | Durga Puja (Navpatrika Puja, Kalabou Puja) Peacock Green
30 September Ashtami Mata Maha Gauri Puja, Saraswati Puja | Durga Puja (Durga Ashtami, Kumari Puja, Sandhi Puja) Pink
1 October Navami Mata Siddhidatri Puja | Durga Puja (Maha Navami, Durga Balidan, Navami Homa) -
2 October Dashami Vijayadashami, Navratri Vrat Ends | Durga Puja (Durga Visarjan, Sindoor Utsav) -

तेरे दरबार मे मैया खुशी मिलती है - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरी छाया मे, तेरे चरणों मे, मगन हो बैठूं, तेरे भक्तो मे॥ तेरे दरबार मे मैया खुशी मिलती है...
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanLakha Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Amritwani

kalpataru punyaataama, prem sudha shiv naam, hitakaarak sanjeevanee, shiv chintan aviraam..

Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale

Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale, Bade Sidhe Sadhe Bade Bhole Bhale । Mere Man Ke Madir Mein Rahate Hain Shiv Ji

Jiski Lagi Lagan Bholenath Se

Jiski Lagi Lagan Bholenath Se, Wo Darta Nahi Kisi Baat Se, Jiski Lagi Lagan Shambhunath Se, Wo Darta Nahi Kisi Baat Se, Wo Darta Nahi Kisi Baat Se ॥

Bada Sancha Hai Shiv Ka Dwara

Sar Ko Jhuka Aake, Sar Ko Jhuka, Yahan Jhukata Jahaan Aake Sara, Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan, Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara, Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan, Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara ॥

Jayati Jayati Jag Niwas Shankar Sukhkari

Jayati Jayati Jag-niwas, Shankar Sukhkari ॥ Ajar Amar Aj Arup,

Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye

Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye, Bhole Nath Aaye Baba Damroo Bajaye, Bhole Nath Aaye Baba Alakh Jagaye ।

Tumhi Ho Kanhaiya Haare Ke Sahare

Kahtu Mein Aaya Main To Tumhare, Tumhi Ho Kanhaiya Yahan Hare Ke Sahare, Khatu Mein Aaya

Shiv Chalisa - Shiv Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP