Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tu Hi Haare Ka Sahara Khatu Sanwariya: Khatu Shyam Bhajan (तु ही हारे का सहारा खाटू सांवरिया: श्री श्याम भजन)


Tu Hi Haare Ka Sahara Khatu Sanwariya: Khatu Shyam Bhajan
Tu Hi Haare Ka Sahara Khatoo Sanwariya,
Main Aaya Teri Nagariyan Khatoo Sanwariyan,
Sanso Ki Mala Mein Sanware Simar Tujhe Kiya Sada,
Khud Ko Samparit Kiya Phir Bhi Kyon Bhujata Sa Diya,
Kirapa Ki Jot Jalane Khatoo Sanwariyan,
Tu Hi Haare Ka Sahara Khatoo Sanwariya।

Hue Apane Hi Begane Dard Koi Na Ye Jaane,
Maya Nahin Jo Hath Mein,
Koi Na Mere Sath Mein Rakh Prem Ki Mujhape Najariyan,
Khatoo Sanwariyan,
Tu Hi Haare Ka Sahara Khatoo Sanwariya

तु ही हारे का सहारा खाटू सांवरिया: श्री श्याम भजन हिन्दी में पढ़ें

तु ही हारे का सहारा खाटू सांवरिया, मैं आया तेरी नगरियां खाटू सांवरियां
Read Also

Bhajan Khatu Shyam Bhajan BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanKhatu Shyam Jayanti BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O Sanware Data Mere Tera Shukriya Hai

Mujhe Jo Bhi Kuch Mila Hai, Tumne Hi Sab Diya Hai, O Sanware Data Mere, Tera Shukriya Hai...

Main Kitna Adham Hu Ye Tum Hi Jano

Main Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Main Kya Chaahta Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Mai Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hee Jaan ॥

Hey Banke Bihari Girdhari Ho Pyar Tumhare Charno Mein

Hey Banke Bihari Girdhari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein, Natwar Madhusudan Banwari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein...

Tha Bin Dheenanath Aangli Kun Pakadsi Ji

Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Kun Pakadsi Ji Saanwara, Kun Pakadsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Mhaari Peed Haro Ghanshyam Aaj, Thaane Aaya Sarsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji ॥

Itna to Karna Swami Jab Pran Tan Se Nikle

Itna to Karna Swami Jab Pran, Jab Pran Tan Se Nikle Govind Naam Lekar, Phir Pran Tan Se Nikle ॥

Sabhi Roop Me Aap Viraje Triloki Ke Nath Ji

Sabhi Roop Mein Aap Viraje, Triloki Ke Nath Ji, Sari Duniya Tumko Pooje, Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Dikhao Koni Ladlo Najar Lag Jaaye

Dikhaoon Koni Ladlo, Najar Lag Jaye, Najar Lag Jaye Re, Julam Hoy Jaye, Dikhaoon Koni Ladlo, Najar Lag Jaye ॥

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP