Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tum Apni Daya Ka Sar Pe (तुम अपनी दया का सर पे - भजन)


Tum Apni Daya Ka Sar Pe
Tum Apni Daya Ka Sar Pe,
Mere Hath Dharo Maan,
Hum Bachchon Pe Kirpa Ki,
Barsaat Karo Maan,
Barsaat Karo Maan,
Maan Ambe Rani, Hey Jag Kalyani,
Hey Ambe Rani, Hey Jag Kalyani ॥
Tumse Milne Tere Mandir,
Hum Roj Hai Aate,
Joda Jo Tujhse Rishta,
Usko Nibhate Hai,
Ek Baar Mere Ghar Aakar,
Mulakat Karo Maan,
Hum Bachchon Pe Kirpa Ki,
Barsaat Karo Maan,
Barsaat Karo Maan,
Maan Ambe Rani, Hey Jag Kalyani,
Hey Ambe Rani, Hey Jag Kalyani ॥

Hai Janmo Se Pyasi Ankhiyan,
Tere Deedar Ko,
Dil Tadap Raha Hai Pane Ko,
Maan Tere Pyar Ko,
Ji Bhar Ke Dekhu Tumko,
Karamat Karo Maan,
Hum Bachchon Pe Kirpa Ki,
Barsaat Karo Maan,
Barsaat Karo Maan,
Maan Ambe Rani, Hey Jag Kalyani,
Hey Ambe Rani, Hey Jag Kalyani ॥

Kab Tak Patthar Dil Banke,
Maan Chupchap Rahogi,
Kab Pyar Se Beta Apna,
Kundan ko Kahogi,
Jeevan Mein Mere Khushiyon Ka,
Saugat Bharo Maan,
Hum Bachchon Pe Kirpa Ki,
Barsaat Karo Maan,
Barsaat Karo Maan,
Maan Ambe Rani, Hey Jag Kalyani,
Hey Ambe Rani, Hey Jag Kalyani ॥
Bhaktibharat Lyrics


Tum Apni Daya Ka Sar Pe,
Mere Hath Dharo Maan,
Hum Bachchon Pe Kirpa Ki,
Barsaat Karo Maan,
Barsaat Karo Maan,
Maan Ambe Rani, Hey Jag Kalyani,
Hey Ambe Rani, Hey Jag Kalyani ॥

तुम अपनी दया का सर पे - भजन हिन्दी में पढ़ें

तुम अपनी दया का सर पे, मेरे हाथ धरो माँ, हम बच्चो पे किरपा की..
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMaa Ambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP