पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ye Utsav Bajrang Bala Ka Ye Lal Langote Wale Ka (ये उत्सव बजरंग बाले का, ये लाल लंगोटे वाले का: भजन)


Ye Utsav Bajrang Bala Ka Ye Lal Langote Wale Ka
Ye Utsav Bajarang Bale Ka,
Ye Laal Langote Vale Ka,
Vaah Re Bajarangi Kya Kahana,
Ai Ram Bhakt Tera Kya Kahana ॥
Vo Langh Samundar Paar Gaya,
Ravan Ki Lanka Jar Gaya,
Lanka Ko Jalaana Kya Kahana,
Ravan Ko Daraana Kya Kahana ॥

Sanjeevan Buti Lane Ko,
Lakshman Ke Praan Bachaane Ko,
Parvat Ko Uthaana Kya Kahana,
Lakshman Ko Jilaana Kya Kahana ॥

Shree Ram Prabhu Ko Pyaara Hai,
Ahiravan Ko Ja Mara Hai,
Ye Ram Deewana Kya Kahana,
Kahata Hai Jamaana Kya Kahana ॥

Ye Utsav Bajarang Bale Ka,
Ye Laal Langote Vale Ka,
Vaah Re Bajarangi Kya Kahana,
Ai Ram Bhakt Tera Kya Kahana ॥

ये उत्सव बजरंग बाले का, ये लाल लंगोटे वाले का: भजन हिन्दी में पढ़ें

ये उत्सव बजरंग बाले का, ये लाल लंगोटे वाले का, वाह रे बजरंगी क्या कहना, ऐ राम भक्त तेरा क्या कहना ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Bhakti Bharat APP