Amrit Ki Barse Badariya Baba Ki Duariya (अमृत की बरसे बदरीया - भजन)


Amrit Ki Barse Badariya,
Baba Ki Duariya,
Amrit Ki Barsen Badariya,
Baba Ki Duariya ॥
Dadur Mor Papiha Bole,
Dadur Mor Papiha Bole,
Kuke Kaali Koyaliya,
Baba Ki Duariya,
Amrit Ki Barsen Badariya,
Baba Ki Duariya ॥

Bhagat Baba Ki Aarti Ki Utare,
Bhagat Baba Ki Aarti Ki Utare,
Bheed Hai Teri Nagariya,
Baba Ki Duariya,
Amrit Ki Barsen Badariya,
Baba Ki Duariya ॥

Chandan Tilak Chand Sa Chamke,
Chandan Tilak Chand Sa Chamke,
Ram Ji Dekhe Najariya,
Baba Ki Duariya,
Amrit Ki Barsen Badariya,
Baba Ki Duariya ॥

Brahma Vishnu Shankar Nache,
Brahma Vishnu Shankar Nache,
Mohan Bajaye Bansuriya,
Baba Ki Duariya,
Amrit Ki Barsen Badariya,
Baba Ki Duariya ॥

Amrit Ki Barse Badariya,
Baba Ki Duariya,
Amrit Ki Barsen Badariya,
Baba Ki Duariya ॥
अमृत की बरसे बदरीया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अमृत की बरसे बदरीया, बाबा की दुअरिया, अमृत की बरसें बदरीया, बाबा की दुअरिया ॥
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanRamyug BhajanRamyug BhajanRamyug Web Series BhajanAbhitaj Bachchan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...