Baaj Raha Danka Duniya Mein Bajrang Bala Ka (बाज रहा डंका दुनिया में, बजरंग बाला का: भजन)


Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka,
Are Lahare Laal Pataka,
Maa Anjani Ke Lala Ka,
Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka ॥
Lanka Main Ghus Kar Danka,
Raghubar Ka Khub Bajaya Tha,
Ek Se Ek Takatbar,
Rasshas Ko Bhi Dhul Chataya Tha,
Is Ram Dut Se Pada Tha Jo,
In Sabka Pala Tha,
Are Lahare Laal Pataka,
Maa Anjani Ke Lala Ka,
Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka ॥

Teri Sharan Jo Aaya Tune,
Usko Sambhala Bajrangi,
Tujhse Ghabarakar Ke Bhage,
Dukh Ki Chaya Aur Tangi,
Tumne Apne Bhakto Ka,
Hal Jhat Se Nikala Tha,
Are Lahare Laal Pataka,
Maa Anjani Ke Lala Ka,
Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka ॥

Treta Dwapar Aur Is Kalayug Ka,
Ikalauta Tu Rakshak,
‘Kundan’ Ke Parivaar Ka Palak,
Aur Tu Hi Hai Sanrakshak,
Hai Sabaki Zubaan Pe Charcha,
Is Raghuvar Matavaala Ka,
Are Lahare Laal Pataka,
Maa Anjani Ke Lala Ka,
Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka ॥

Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka,
Are Lahare Laal Pataka,
Maa Anjani Ke Lala Ka,
Baj Raha Danka Duniya Main,
Bajarang Bala Ka ॥
बाज रहा डंका दुनिया में, बजरंग बाला का: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बाज रहा डंका दुनिया में, बजरंग बाला का, अरे लहरें लाल पताका, माँ अंजनी के लाला का, बाज रहा डंका दुनियाँ में, बजरंग बाला का ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..