Bajarang Bali Baba Teri Mahima Gaate Hai (बजरंग बलि बाबा तेरी महिमा गाते है - भजन)


Bajarang Bali Baba Teri Mahima Gaate Hai,
Nahi Sang Kuchh Laye Hai, Ek Bhajan Sunate Hai,
Salasar Ke Baba Teri Mahima Gaate Hai ॥
Tujhe Samajh Ke Bal Veera Ek Vinti Sunate Hai,
Tere Dar Pe Aakar Hum Tere Gungaan Gaate Hai,
Sunkar Baithe Rahate Par Hum Tadpte Hai,
Salasar Ke Baba Teri Mahima Gaate Hai ॥

Abhimani Ravan Ki Lanka Ko Jalaye Tum,
Sita Ki Khabar Laaye Lakshman Ko Bachaye Tum,
Sita Ki Khabar Laaye Ram Ke Bhakt Kahaye Tum,
Salasar Ke Baba Teri Mahima Gaate Hai ॥

Kyon Bhool Gaye Bajarang Ek Tera Sahara Hai,
Jeevan Ki Naiya Ka Nahin Aur Kinara Hai,
Bigdi Ko Bana Baba Teri Raat Jagate Hai,
Mehandipur Ke Baba Teri Mahima Gaate Hai ॥

Bajarang Bali Baba Teri Mahima Gaate Hai,
Nahi Sang Kuchh Laye Hai, Ek Bhajan Sunate Hai
Salasar Ke Baba Teri Mahima Gaate Hai ॥
बजरंग बलि बाबा तेरी महिमा गाते है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंग बलि बाबा तेरी महिमा गाते है, नही संग कुछ लाये है, एक भजन सुनाते है, ॥
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanSalasar Balaji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tera Gurugram Me Dham, Meri Mat Sheetala Maharani

Tera Gurugram Mein Dham Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani । Maan Ke Mathe Pai Teeka Saaj Raha । Teri Bindiyan Kare Kamal, Ho Kamal !

Bajarangabali Meri Nav Chali

Bajarangabalee Meree Naav Chalee, Karuna Kar Paar Laga Dena । He Mahaaveera Har Lo Peera,

Balaji Ne Dhyale Tu

Mangalavar Shanivar, Balaaji Ne Dhyaale Tu, Thodo So Sindoor Chadhaakar, Maan Ka Chaaya Pale Tu ॥

Shree Bageshwar Dham Ki Jay Bolo

Jay Bolo Jay Bolo, Jay Bolo, Shree Bageshwar Dhaam Ki, Jay Bolo, Hanuman Ji Maharaj,
Shree Balaji Sarakaar, Dheerendr Ji Ke Hathon, Karate Sabaka Uddhaar, Dev Bhoomi Sa Lage, Ye Divy Darabar, Jay Bolo Jay Bolo, Jay Bolo, Shree Bageshwar Dhaam Ki, Jay Bolo ॥

Dhan Dhan Anjani Ka Lala Bajrangbali Matwala

Dhan Dhan Anjani Ka Lala, Bajarangabali Matavala, Ram Ke Kaaj Ke Sanvare Tune,
Bhakton Ka Pratipaala Re, Dhan Dhan Anjani Ka Lala, Bajarangabali Matavala ॥