Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah (बता दो कोई माँ के भवन की राह: भजन)


Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥Shlok – Dikha Do Dagar Re,
Koi Maa Ka Dar Re,
Maan Main Hai Chhav Didar Ka,
Bhul Gaya Hun Main Pardesi,
Main Rahi Maa Ke Dwar Ka ॥

Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah,
Main Bhatka Hua Dagar Se,
Ehsaas Karo Re Ek Mujhpe,
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥

Bhej Bulava Maa Ne Dar Pe Bulaaya,
Nange Panv Main Chal Darshan Ko Aaya,
Kathin Chadhai Se Bhi Na Ghabaraya,
Bhul Hui Kya Ye Samajh Na Paaya Mein,
Bhula Rasta Na Sang Sakha,
Upar Se Wo Ghanghor Ghata,
Mujhko Rahi Ye Daraye,
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥

Kar Kirapa Dukho Ne Mujhako Ghera,
Kuchh Sujhe Na Chhaaya Har Aur Andhera,
Maana Badiyo Mein Laga Raha Maan Mera,
Hun Laakh Bura Par Maa Ye Lakhkha Tera,
Maa Tere Siwa Nahi Koi Mera,
Phariyad Karu Main Haath Utha,
Kar Bhi Do Maaph Gunah,
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥

Kuchh Sunana Hai Maa Tumase Kuchh Kahana Hai,
Bina Darash Ke Pal Pal Barase Naina Hai,
Tere Naam Ke Rang Mein Rang Ke Chola Pahana Hai,
Saral Sada Hi Charanon Mein Ab Rahana Hai,
Jab Dar Pe Liya ‘Lakhkha’ Ko Bula,
Kanvale Ki Tarah Mat Bhataka,
Darasan Dikhao Meri Maa,
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥

Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah,
Main Bhatka Hua Dagar Se,
Ehsaas Karo Re Ek Mujhpe,
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥
बता दो कोई माँ के भवन की राह: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बता दो कोई माँ के भवन की राह, मैं भटका हुआ डगर से, एहसान करो रे एक मुझपे, बेटे को माँ से दो मिलाओ, बता दो कोई माँ के भवन की राह ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II