Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri.. (मंगल गीत: हेरी सखी मंगल गावो री..)


Chokh Puravo, Mati Rangavo,
Aaj Mere Piya Ghar Aavenge
Khabar Sunau Jo,
Khushi Ye Bataun Jo,
Aaj Mere Piya Ghar Aavenge ॥

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri,
Dharti Ambar Sajao Ri,
Utregi Aaj Mere Piya Ki Savaari,
Heri Koi Kajal Lao Ri,
Mohe Kala Teeka Lagao Ri,
Unki Chhab Se Dikhun Mein to Pyari,
Lakshmi Ji Varo , Najar Utaro,
Aaj Mere Piya Ghar Aavenge ॥

Rango Se Rang Mile, Nae-nae Dhang Khile,
Khushi Aaj Dware Mere Dale Hai Dera,
Pihu Pihu Papiha Rate,
Kuhu Kuhu Koyal Jape,
Aangan-aangan Hai Pariyo Ne Ghera,
Anhad Naad. Bajao Re Sab-mil,
Aaj Mere Piya Ghar Aavenge ॥

Chokh Puravo, Mati Rangaavo,
Aaj Mere Piya Ghar Aavenge

Khabar Sunau Jo,
Khushi Ye Bataun Jo,
Aaj Mere Piya Ghar Aavenge ॥
मंगल गीत: हेरी सखी मंगल गावो री.. - हिन्दी में पढ़ें
हेरी सखी मंगल गावो री, धरती अम्बर सजाओ री, चोख पुरावो, माटी रंगावो, आज मेरे पिया घर आवेंगे..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanRaas BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanKailash Kher BhajanSakhi Samvad Bhajan

Other Popular Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri.. Video

By Sadho Band

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shivoham Shivoham Shivoham

Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Chadha Le Lota Jal BHar Ke

Chadha Le Lota Jal Bhar Ke, Tera Kalyan Ho Jaye, Kantili Rah Jivan Ki, Teri Aashan Ho Jaye, Chadha Le Lota Jal Bhar Ke, Tera Kalyan Ho Jaye ॥

Chal Re Kanwariya Shiv Ke Dham

Chahe Chaye Ho Badal Kale, Chahe Pao Mein Pad Jaye Chale, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Chahe Aag Gagan Se Barse, Chahe Pani Ko Maan Tarse, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol, Tera Kuch Na Lagega Mel ॥

Guru Shiv Ko Bana Lijiye

Guru Shiv Ko Bana Lijie, Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥ Kar Nahin Hai to Lachar Hai,...

Kholo Samadhi Bhole Shankar Mujhe Darsh Dikhao

Kholo Samadhi Bhole Shankar, Mujhe Darash Dikhao, Iss Jag Ki Jhoothi Maya, Se Mujhko Bachao, Kholo Samadhi Bhole Shankar, Mujhe Darash Dikhao ॥