Iss Holi Pe Hamare Ghar Shyam Ayenge (इस होली पे हमारे घर श्याम आएंगे - भजन)


Iss Holi Pe , Humare Ghar , Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,
O Iss Holi Pe , Humare Ghar , Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,
O Shyam Ayenge to Rang Lagaungi ,
Shyam Ayenge to Rang Lagaungi ,
Unko Rango Se Holi Khilaungi ,
Unko Rango Se Holi Khilaungi ,
O Pyaare Pyaare Rango Se Shyam Rang Jaenge , Shyam Ayenge ,
O Pyaare Pyaare Rango Se Shyam Rang Jaenge , Shyam Ayenge ,

O Iss Holi Pe , Humare Ghar , Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,
Is Holi Pe , Humare Ghar , Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,

O Shyam Ayenge to Maakhan Khilaungi ,
Shyam Ayenge to Maakhan Khilaungi ,
Unko Mishri Ka Bhog Lagaungi ,
Unko Mishri Ka Bhog Lagaungi ,
O Mithi Mithi Mishri Aur Maakhan Khayenge , Shyam Ayenge ,
O Mithi Mithi Mishri Aur Maakhan Khayenge , Shyam Ayenge ,

O Iss Holi Pe , Humare Ghar , Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,
Is Holi Pe , Humare Ghar, Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,

O Shyam Ayenge to Jhoola Jhulaungi ,
Shyam Ayenge to Jhoola Jhulaungi ,
Unke Charanon Mein Sir Ko Jhukaungi
Unke Charanon Mein Sir Ko Jhukaungi,
O Unke Charan Kamal Mujhe Mil Jayenge, Shyam Ayenge ,
O Unke Charan Kamal Mujhe Mil Jayenge , Shyam Ayenge ,

O Iss Holi Pe , Humare Ghar, Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ,
Iss Holi Pe, Humare Ghar , Shyam Ayenge , Shyam Ayenge ।
इस होली पे हमारे घर श्याम आएंगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
इस होली पे , हमारे घर , श्याम आएंगे , श्याम आएंगे, ओ इस होली पे , हमारे घर , श्याम आएंगे , श्याम आएंगे..
Bhajan Holi BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanShri Vishnu BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanRadha Raman Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maine Tere Hi Bharose Hanuman

A bhajan from the movie Hanuman Ansh based on Baba Neeb Karori, Maine Tere Hi Bharose Hanuman, Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Haye Haye Rasik Rasiya Nahi Lage Jiya

Hay Hay Rasik Rasiya, Nahin Lage Tere Bin Jiya — Haye Haye, O Tune Pagal Banaya, Aisa Chakkar Chalaya, Jane Kaisa Sitam Kar Diya, Hay Hay Hay Hay, Hay Hay Rasik…………॥

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...