Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi
Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan
Use Chaaron Dham Ka Punya Mila
Jo Karke Poorn Teri Parikrama
Man Mein Mridang Baje
Vaikunth Mein Sankh Baje
Mandir Hai Jhoom Raha
Ambaar Se Khusiyan Barsi
Ambar Se Khushiyan Barsi
Mila Tabhi Punya, Huye Sabhi Dhanya
Aakar Teri Sharnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahana Aapke Charnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahana Aapke Charnon Mein
Parikrama Path Par Jo Bhi Chala
Dwar Khula Har Dwar Khula
Jagannath Ji Ki Jispe Kripa
Kaal Bhi Kya Kar Lega Bhala
Parikrama Path Par Jo Bhi Chala
Dwar Khula Har Dwar Khula
Jagannath Ji Ki Jispe Kripa
Kaal Bhi Kya Kar Lega Bhala
Baansuri Bhi Sang Baje
Baikunth Mein Shankh Baje
Mandir Hai Jhoom Raha
Ambar Se Khushiyan Barsi
Na Aadi Ant Jeevan Anant Paye Sab Sharnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahna Aapke Charnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahana Aapake Charanon Mein
Hey Nath Mere
Jagat Ke Swami
Aae Hain Tere Dware
Bhagya Uday Ho Jag Mein Jay Ho
Naam Jo Tera Pukare
Khudko Jo Arpan Kar De Samarpan
Vardaan Pa Liya
Janmo Janam Se Tarasi Thi Ankhiyan
Toone Darshan Diya
Jaykaar Teri Jo Gata
Aur Parikrama Hai Lagaata
Jayakaar Teri Jo Gaata
Aur Parikrama Hai Lagata
Mile Tabhi Punya Huye Sabhi Dhanya
Aakar Teri Sharnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahna Aapke Charnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahna Aapke Charnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahna Aapke Charnon Mein
Jay Jagannath
Hamen Rahna Aapke Charnon Mein