Jyoti Kalash Chhalake (ज्योति कलश छलके - भजन)


Jyoti Kalash Chhalke
Jyoti Kalash Chhalke
Jyoti Kalash Chhalke
Jyoti Kalash Chhalke
Hue Gulabi, Lal Sunhare
Rang Dal Badal Ke
Jyoti Kalash Chhalke
Ghar Aangana Van Upavan Upavan
Karti Jyoti Amrita Ke Sinchna
Mangal Ghat Dhala Ke
Mangal Ghat Dhala Ke
Jyoti Kalash Chhalke

Paat Paat Birava Hariyala
Dharti Ka Mukh Hua Ujala
Sach Sapne Kal Ke
Sach Sapne Kal Ke
Jyoti Kalash Chhalke

Usha Ne Aanchal Phailaya
Faili Sukh Ki Shitala Chhaayaa
Niche Aanchal Ke
Niche Aanchal Ke
Jyoti Kalash Chhalke

Jyoti Yashoda Dharti Maiyya
Nila Gagan Gopal Kanhaiyya
Shyamala Chhavi Jhalke
Shyamala Chhavi Jhalke
Jyoti Kalash Chhalke

Ambar Kum Kum Kan Barsaye
Phul Pankhudiyo Par Muskaye
Bindu Tuhi Jal Ke
Bindu Tuhi Jal Ke
Jyoti Kalash Chhalke.
ज्योति कलश छलके - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ज्योति कलश छलके हुए गुलाबी, लाल सुनहरे, रंग दल बादल के, ज्योति कलश छलके...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanNirgun BhajanMovie Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Sawan Ki Padi Phuhar

Bhakti Bharat brings you the lyrics of the most famous hymn dedicated to Lord Shiva, sung during the month of Sawan: Sawan ki padi phuhar, mere yaar, chal Bhole ke dar jayenge