Mahakumbh Hai (महाकुंभ है - भजन)


Om Namo Gangayai
Vishwarupani Narayani
Namo Namah
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Kan-Kan Shiv Shiv Shambhu Shiv Shambhu Hai।
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Dham Triveni Shambhu Shambhu Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai

12 Varsh Ke Baad Jo Aaya Mahaparv Hai
Vasundhara Par Amrit Laya Mahaparv Hai
Bhakt Janon Mein Jhoom Ke Gaya Mahaparv Hai
Santon Ne Jay Ghosh Lagaya Mahaparv Hai।
Kan-Kan Shiv Shiv Shambhu Shiv Shambhu Hai।
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Dham Triveni Shambhu Shambhu Hai

Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai

Sanchalit to Roop Swayam Hi Hota Yah Vah Yantr Hai
Devgadhon Ko Is Dharti Par Dev Mantra Hai
Chitthi Hai Na Taar Hai Mela Yah Apaar Hai
Punya Ka Parinam Hai Moksh Ka Yah Dwar Hai
Kan-Kan Shiv Shiv Shambhu Shiv Shambhu Hai।
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Dham Triveni Shambhu Shambhu Hai

Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai

Sant Akhade Sadhu Yogi Aur Tapasvi
Ek Sath Sab Laga Rahe Sangam Mein Dubki
Baba Yogi Baant Rahe Tan Man Ko Shuddhi
Ek Jagah Aa Baithi Hai Bhakti Aur Shakti
Kan-Kan Shiv Shiv Shambhu Shiv Shambhu Hai।
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Dham Triveni Shambhu Shambhu Hai

Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
Mahakumbh Hai, Mahakumbh Hai
महाकुंभ है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
महाकुंभ है, महाकुंभ है, महाकुंभ है, महाकुंभ है, कण-कण शिव शिव शंभू शिव शंभू है।
Bhajan Mahakumbh 2025 BhajanMaha Kumbh Theme BhajanDoordarshan National BhajanMahakumbh BhajanMahakumbh Calling BhajanKumb 2025 BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥