Main To Layi Hu Daane Anaar Ke (मै तो लाई हूँ दाने अनार के - भजन)


Main to Laee Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥
Taint Wale Tera Kya Jayega-3,
Meri Maiya Ka Pandaal Ban Jayega,
Mai to Lai Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥

Bijli Wale Tera Kya Jayega-3,
Meri Maiya Ka Bhawan Jag Magayega,
Mai to Lai Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥

Halwai Tera Kya Jayega-3,
Meri Maiya Ka Prasad Ban Jayega,
Mai to Lai Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥

Dhol Wale Tera Kya Jayega-3,
Meri Maiya Ka Bhajan Ban Jayega,
Mai to Lai Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥

Phool Wale Tera Kya Jayega-3,
Meri Maiya Ka Haar Ban Jayega,
Mai to Lai Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥

Mai to Lai Hoon Daane Anaar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke,
Meri Maiya Ke Nau Din Bahar Ke ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
मै तो लाई हूँ दाने अनार के - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मै तो लाई हूँ दाने अनार के, मेरी मैया के नौ दिन बहार के, मेरी मैया के नौ दिन बहार के ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..