Mano Toh Main Ganga Maa Hun (मानो तो मैं गंगा माँ हूँ - भजन)


Mano to Main Ganga Maa Hun,
Na Mano to Bahata Pani,
Jo Swarg Ne Di Dharti Ko,
Mein Hun Pyar Ki Vahi Nishani,
Mano to Main Ganga Maa Hun,
Na Mano to Bahata Pani ॥
Yug Yug Se Main Bahati Aai,
Nil Gagan Ke Niche,
Sadiyo Se Ye Meri Dhara,
Ye Pyar Ki Dharti Sinche,
Meri Lahar Lahar Pe Likhi Hai
Meri Lahar Lahar Pe Likhi Hai
Is Desh Ki Amar Kahani,
Mano to Main Ganga Maa Hun,
Na Mano to Bahata Pani ॥

Hari Om, Hari Om, Hari Om ॥
Hari Om, Hari Om, Hari Om ॥

Koi Vajab Kare Mere Jal Se,
Koi Vajab Kare Mere Jal Se,
Koi Murat Ko Nahalae,
Kahi Mochi Chamade Dhoe,
Kahi Pandit Pyas Bujhae,
Ye Jaat Dharam Ke Jhagde O,
Ye Jaat Dharam Ke Jhagde,
Insan Ki Hai Nadani,
Mano to Main Ganga Ma Hun,
Na Mano to Bahata Pani ॥

Har Har Gange Har Har Gange ॥
Har Har Gange Har Har Gange ॥

Gautam Ashok Akbar Ne,
Yaha Pyar Ke Phool Khilae,
Tulsi Galib Meera Ne,
Yaha Gyan Ke Dip Jalae,
Mere Tat Pe Aaj Bhi Gunje,
Mere Tat Pe Aaj Bhi Gunje,
Nanak Kabeer Ki Vani
Mano to Main Ganga Ma Hun,
Na Mano to Bahata Pani ॥

Mano to Main Ganga Maa Hun,
Na Mano to Bahata Pani,
Mano to Main Ganga Maa Hun,
Na Mano to Bahata Pani ॥
मानो तो मैं गंगा माँ हूँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मानो तो मैं गंगा माँ हूँ, ना मानो तो बहता पानी, जो स्वर्ग ने दी धरती को, में हूँ प्यार की वही निशानी...
Bhajan Maa Ganga BhajanShri Ganga BhajanGanga Dussehra BhajanGanga Snaan BhajanGanga Saptami BhajanGanga Maiya BhajanGangaji Bhajan

Other Popular Mano Toh Main Ganga Maa Hun Video

By Agam Aggarwal

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥