Meera Deewani Ho Gayi Re.. (मीरा दीवानी हो गयी रे - भजन)


Meera Deewani Ho Gayi Re, Meera Deewani Ho Gayi ।
Meera Mastani Ho Gayi Re, Meera Mastani Ho Gayi ॥
Shayam Rang Mein Rangi Chunariya, Ho Ho Ho Ho..
॥ Meera Deewani Ho Gayi Re...॥Rana Ki Rajadhani Chhodi Lok Laaj Sab Chhodi,
Rang Ke Shyaam Rang Mein Chunar Meera Ji Ne Odhi ।
Lok Laaj Ki Nahin Khabariya, Ho O O..
॥ Meera Deewani Ho Gayi Re...॥

Is Duniya Se Preet Todake Shyamal Rang Chadhaya,
Sath Sabhi Ka Chhod Diya Aur Giridhar Giridhar Gaya ।
Vo To Aisi Bhai Bavariya, Ho O O..
॥ Meera Deewani Ho Gayi Re...॥

Pairon Mein Vo Ghungharoo Bandh Ke Jhoome Nache Gaye,
Bhayi Viharani Shyam Viraha Aur Na Koi Hai Bhaye ।
Vrindavan Ki Gayi Dagariya, Ho Ho Ho..
॥ Meera Deewani Ho Gayi Re...॥

Lagan Lagi Tere Darash Ki Aur Na Koi Bhaye,
Gali Gali Tohe Dhoondhati Dhole Kahin Na Phir vo Paye ।
Tere Dar Pe Beeti Umariya, Ho O O..

Meera Deewani Ho Gayi Re, Meera Deewani Ho Gayi ।
Meera Mastani Ho Gayi Re, Meera Mastani Ho Gayi ॥
Shayam Rang Mein Rangi Chunariya, Ho Ho Ho Ho..

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
मीरा दीवानी हो गयी रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मीरा दीवानी हो गयी रे, मीरा दीवानी हो गयी। मीरा मस्तानी हो गयी रे..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanIskcon BhajanMeera BhajanMeerabai Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...