O Maiya Teri Rehmaton Ne ye Karishma Kiya (ओ मैया तेरी रहमतों ने, ये करिश्मा किया: भजन)


O Maiya Teri Rehmaton Ne,
Ye Karishma Kiya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥
Apna Banaya,
Gale Se Lagaya,
De Di Humen Apni,
Mamta Ki Chhaya,
O Maiya Bujhane Diya Na,
Aas Wala Deeya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

Pukara Tujhe Humne,
Jab Jis Ghadi Hai,
Maan Apne Bhawanon Se,
Tu Chal Padi Hai,
Humen Ladkhadane Se,
Pahale Sambhala,
Sada Maan Dukho Ke,
Bhanwar Se Nikala,
Maan Tere Hath Mein,
Jab Mera Hath Hai,
Chhoo Le Mujhko Kahan,
Duhkh Ki Aukat Hai,
O Maiya Teri Daya Ka,
Humne Amrit Piya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

Hath Tera Sada Maan,
Sar Pe Rahe,
Sar Humesha Maan Tere,
Dar Pe Rahe,
O Maiya Har Saans Humne,
Naam Tera Liya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

O Maiya Teri Rehmaton Ne,
Ye Karishma Kiya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
ओ मैया तेरी रहमतों ने, ये करिश्मा किया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओ मैया तेरी रहमतों ने, ये करिश्मा किया, छोटी पड़ गई झोली, तूने इतना दिया ॥
Bhajan Durga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mere Man Ke Andh Tamas Me Jyotirmayi Utaro

Mere Man Ke Andh Tamas Mein Jyotirmay Utaro । Jai Jai Maa, Jai Jai Maa

Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena

Meri Bhakti Ke Badle Bachan dena, Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥

Laali Laali Laal Chunariya

Laali Laali Laal Chunariya, Kese Na Maa Ko Bhaye, Ye Laal Chunariya Nari Ko, Tino Hi Rup Sajaye, Laali Laali Laal Chunariya, Kese Na Maa Ko Bhaye ॥

Aaj More Angna Padharo

Aao Maa Bhawani Aao, Aaj More Angna Padharo, Angna Padharo Mere, Angna Padharo, Aaj More Angna Padharo, Aaj Mere Angna Padharo ॥