Pakadlo Bah Raghurai, Nahi Too Doob Jayenge (पकड़ लो बाँह रघुराई, नहीं तो डूब जाएँगे - भजन)


Pakad Lo Banh Raghurai,
Nahin to Doob Jayenge ।
Dagar Ye Agam Anjani,
Pathik Mai Mood Agyani ।
Sambhaloge Nahi Raghav,
To Kante Chubh Jayenge ।
Pakad Lo Banh Raghurai,
Nahin to Doob Jayenge ।

Nahin Bohit Mera Nauka,
Nahin Tairak Mai Pakka ।
Kripa Ka Setu Bandhan Ho,
Prabhu Hum Khoob Ayenge ।
Pakad Lo Banh Raghurai,
Nahin to Doob Jayenge ।

Nahin Hai Budhi Vidha Bal,
Maya Mein Doobi Mati Chanchal ।
Niharenge Mere Avgun to,
Prabhu Ji Oob Jayenge ।
Pakad Lo Banh Raghurai,
Nahin to Doob Jayenge ।

Pratiksharat Hai Ye Aangan,
Sharan Le Lo Siya Sajan ।
Shikari Chal Jidhar Prahalad,
Ji Bhool Jayenge ।
Pakad Lo Banh Raghurai,
Nahin to Doob Jayenge ।
Nahin to Doob Jayenge,
Nahin to Doob Jayenge ।
पकड़ लो बाँह रघुराई, नहीं तो डूब जाएँगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पकड़ लो बाँह रघुराई, नहीं तो डूब जाएँगे । डगर ये अगम अनजानी, पथिक मै मूड अज्ञानी । संभालोगे नही राघव..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPujya Rajan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Ram Mere Ghar Ayenge Ayenge Prabhu Ayenge

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Ram Naam Se Jagmag Hai

Mere Ghar Ka Kona-Kona, Ram Naam Se Jagmag Hai, Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar, Charon Dham Sa Jagmag Hai...

O Maiya Tene Ka Thani Man Me

O Maiya Taine Ka Thani Man Mein, Ram-siya Bhej Daye Ri Ban Mein, Deewani Taine Ka Thani Man Mein...

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj More Tum Bin Bigde Sakal Kaaj Vinti Karat Hoon Rakhiyo Laaj

Jinke Hridey Shri Ram Base

Jinke Hridey Shri Ram Base, Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo । Jinke Hridey Shri Ram