Ramji Ka Mandir Banega Dheere Dheere (मंदिर बनेगा धीरे धीरे: रामजी भजन)


Ramji Ka Mandir Banega Dheere Dheere
Sarayu Ke Teere, Sarayu Ke Teere
Ramji Ka Mandir Banega Dheere Dheere
Sarayu Ke Teere, Sarayu Ke Teere
Raj Sabhi Vidhaon Ki Aai Ayodhya
Jal Saari Nadiyon Se Pahuncha Ayodhya
Chandi Ki Hain Inten, Neev Me Samai
Heere Aur Moti Se Poojan Hai Karai
Kalas Poojan Hoga Janmabhumi Teere

Ramji Ka Mandir Banega Dheere Dheere
Sarayu Ke Teere, Sarayu Ke Teere

Unche Unche Shikharon Ki Kalpna Kari Hai
Bhavya Mandir Ki Neev Padi Hai
Khush Hain Sabhi Sadhu Sant, Nar-nari
Desh Videsh Me Bhi Khushiyan Hain Nyari
Nachenge Gayenge Bhakt Dheere Dheere

Ramji Ka Mandir Banega Dheere Dheere
Sarayu Ke Teere, Sarayu Ke Teere

Coming Soon..
मंदिर बनेगा धीरे धीरे: रामजी भजन - हिन्दी में पढ़ें
रामजी का मंदिर बनेगा धीरे धीरे, सरयू के तीरे, सरयू के तीरे
Bhajan Ayodhya BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi Bhajan5 August BhajanShilanyas BhajanAyodhya BhajanTripti Shakya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥