Tero Lalna (तेरौ ललना - भजन)


Jug jug jeeve ri Yashoda Maiya tero lalna
Tero lalna Nandarani tero lalna
Jug jug jeeve ri Yashoda Maiya tero lalna
Bade bhaag se Yashoda Maiya, aiso sut taine jaayo

Puran Brahm jagat ko swami, taine god khilayo
Yaako maang vaade palanwa, tero lalna

Jug jug jeeve ri Yashoda Maiya tero lalna
Dhanya ghadi jab hoy Yashoda, Maiya kahkar bole

Noopur bandh doo charanan mein, ghutman ghutman dole
Pakaré Baba ki ungariya, tero lalna
Bhaktibharat Lyrics

Jug jug jeeve ri Yashoda Maiya tero lalna
Yashoda Maiya tero Kanhaiya, hamre praan churave

Bhookh pyaas kachhu yaad na aave, aiso jaadu chalave
Chahe jitni baar niharu, man santosh na paave

Preet bhari mohini suratiya, man ko badi lubhave
Aasha lekar badi door se, darshan karive aayo

Mero isht jagat ko swami, taine god khilayo
Paré daras bin kal na, tero lalna

Jug jug jeeve ri Yashoda Maiya tero lalna
Nand ke anand bhayo, jai Kanhaiya Lal ki

Haathi ghoda palki, jai ho Nandlal ki
Teeno lok ke prabhu padhare, Braj mein anand chhayo

Gopiyo ke priya Braj mein anand chhayo
Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare

Hare Ram Hare Ram, Ram Ram Hare Hare
तेरौ ललना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जुग जुग जीवै री यशोदा मैया तेरौ ललना, तेरौ ललना नंदरानी तेरौ ललना...
Bhajan Shri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanHoli BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tero Lalna

Jug jug jeeve ri Yashoda Maiya tero lalna, Tero lalna Nandarani tero lalna...

Fagan Aayo Rangilo Mahino Shyam

Phagan Aayo Rangilo Mahinon Shyam , Mhaara Hosi Shagtha Kaam, Phaganiyo Pyaro Aay Gayo

Riddhi Siddhi Ke Sang Mein Hey Gauri Laal Padharo

Riddhi Siddhi Ke Sang Mein, Hey Gauri Laal Padharo, Sab Badha Vighan Mita Kar, Sab Badha Vighan Mita Kar, Mere Karaj Sabhi Sanvaro, Ridhi Siddhi Ke Sang Mein, Hey Gauri Laal Padharo ॥

Ganpati Ke Charno Mein Dhyan Laga Le Re

Ganpati Ke Charno Mein, Dhyan Laga Le Re, Riddhi Aur Siddhi, Tumhai Sab Mil Jaye Re, Ganpati Ke Charno Mein, Dhyan Laga Le Re ॥

Aana Ganapati Deva Hamare Ghar Kirtan Mein

Aana Ganapati Deva, Hamare Ghar Kirtan Mein, Mangal Karaj Ho Jab, Hamare Ghar Aangan Mein,
Darshan Dikhana Tum, Humko Ae Deva, Aana Hoke Sawar, Mushak Wale Vahan Mein, Aana Ganapati Deva,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥