Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

He Govind He Gopal Ab To Jeevan Hare (हे गोविन्द हे गोपाल अब तो जीवन हारे - भजन)


He Govind He Gopal Ab To Jeevan Hare
Hey Govind Hey Gopal Ab to Jeevan Hare ।
Ab to Jeevan Hare Prabhu Sharan Hai Tihare... Hey Govind ॥
Neer Peevan Hetu Gayo Sindhu Ke Kinare
Sindhu Ke Beech Basat Graah Charan Le Padhare
Hey Govind Hey Gopal...

Chaar Prahar Yuddh Bhayo Le Gayo Majhadhare
Naak Kaan Dooban Lage Krishn Ko Pukare
Hey Govind Hey Gopal...

Dwarika Mein Shabd Gayo Shor Bhayo Bhari
Shankh Chakra Gada Padam Garun Le Siddhaye
Hey Govind Hey Gopal...

Soor Kahe Shyam Suno Sharan Hain Tihare
Abki Ber Paar Karo Nand Ke Dulare
Hey Govind Hey Gopal...
॥ Om Namo Bhagvate Vasudevaya ॥

हे गोविन्द हे गोपाल अब तो जीवन हारे - भजन हिन्दी में पढ़ें

हे गोविन्द हे गोपाल अब तो जीवन हारे । अब तो जीवन हारे प्रभु शरण है तिहारे..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami Bhajan

Other Popular He Govind He Gopal Ab To Jeevan Hare Video

By Sant Shri Premdhan Lalan Ji

By Hey Govind Hey Gopal

By Spoorthi Rao

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Shambhu Shankara

Shankara bhole shankara, Shankara bhole shankara...

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye, Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥

Shiv Bhajan - Shiv Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP