Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jana Hai Mujhe Maa Ke Dar Pe (जाना है मुझे माँ के दर पे - भजन)


Jana Hai Mujhe Maa Ke Dar Pe
Jana Hai Mujhe Maan Ke Dar Pe,
Suno Baag Ke Maali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali,
Pahan Jise Khush Ho Jaye,
Meri Maiya Sherawali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali ॥
Bhant Bhant Ke Phool Aur Kaliyan,
Chun Bagiya Se Laana,
Shraddha Ke Dhage Mein Prem Ki,
Sui Se Phool Sajana,
Munh Manga Tujhe Daam Main Dunga,
Munh Manga Tujhe Daam Main Dunga,
Baat Nahin Dar Wali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali ॥

Genda Gulab Chameli Champa,
Marua Aur Guldwari,
Surajmukhi Raat Ki Rani,
Motiya Joohi Kachnari,
Sandal Kamal Mogra Sang Mein,
Sandal Kamal Mogra Sang Mein,
Laajvanti Matwali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali ॥

Pahne Jab Mala Meri Maan,
Sukh Amrit Barsa De,
‘Kanwal Saral’ Se Bhakto Ki,
Soi Taqdeer Jaga De,
Khil Jaye ‘Lakkha’ Ke Man Ki,
Khil Jaye ‘Lakkha’ Ke Man Ki,
Murjhai Jo Dali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali ॥

Jana Hai Mujhe Maan Ke Dar Pe,
Suno Baag Ke Maali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali,
Pahan Jise Khush Ho Jaye,
Meri Maiya Sherawali,
Meri Maan Ke Liye,
Mala Piro De Ajab Nirali ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

जाना है मुझे माँ के दर पे - भजन हिन्दी में पढ़ें

जाना है मुझे माँ के दर पे, सुनो बाग के माली, मेरी माँ के लिए, माला पिरो दे अजब निराली, पहन जिसे खुश हो जाए, मेरी मैया शेरावाली, मेरी माँ के लिए, माला पिरो दे अजब निराली ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maa Murade Puri Karde Main Halwa Batungi

Maa Murade Puri Karde Halwa Batungi । Jyot Jaga Ke, Sar Ko Jhuka Ke

Unche Unche Pahado Pe Maiya Ji Ka Basera Hai

Unche Unche Pahado Pe, Maiya Ji Ka Basera Hai, Niche Hum Rahate, Upar Maiya Ji Ka Dera Hai, Unche Unche Pahado Pe, Maiya Ji Ka Basera Hai ॥

Jai Shri Vallabh Jai Shri Vithal, Jai Yamuna Shrinathji

Jai Shree Vallabh, Jai Shree Vithal, Jai Yamuna Shreenath Ji । Kaliyug Ka to Jeev Uddharya, Mastak Dhariye Hath Ji

Baithi Pahadon Mein Maa Sharda Teri Mahima Ka Kya Kahna

Baithi Pahadon Mein Maan Sharada, Teri Mahima Ka Kya Kahana,, Hai Bhuvan Hajaron Mein

Naam Tera Durge Maiya Ho Gaya

Ambe Bhawani ,,, Ho O, Ambe Bhawani Tera Dhyan Sabhi Hai Dharte, Naam Tera Durga Maiya Ho Gaya,
Durgunon Ka Naas Karte Karte ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP