Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Maa karte Tera Vandan Sweekar Karo Na (माँ करते तेरा वंदन, स्वीकार करो ना - भजन)


Maa karte Tera Vandan Sweekar Karo Na
Maan Karte Tera Vandan,
Sweekar Karo Na,
Bhaya Mukt Karo Ek Danav,
Aaya Hai Korona,
Hey Jagat Ki Palan Haar,
Sunlo Na Karun Pukar ॥
Har Aur Machi Traahi Traahi,
Ghabraya Sab Sansar,
Sab Shok Mein Hai Nar Nari,
Chahu Aur Hai Haahaakaar,
Har Le Ab Sankat Aake,
Uddhar Karo Maan,
Bhaya Mukt Karo Ek Danav,
Aaya Hai Korona,
Hey Jagat Ki Palan Haar,
Sunlo Na Karun Pukar ॥

Na Maang Kisi Ki Ujade,
Na Khoe Laal Ko,
Na Bhai Kisi Ka Bichhde,
Sab Kose Kaal Ko,
Ab Tooti Dheer Bandhane,
Sarkar Chalo Na,
Bhaya Mukt Karo Ek Danav,
Aaya Hai Korona,
Hey Jagat Ki Palan Haar,
Sunlo Na Karun Pukar ॥

Ye Hari Bhari Hai Bagiyan,
Na Ujde Phulwari,
Na Boodha Baap Hi Roye,
Na Roye Mahatari,
Phaila Mamta Ka Aanchal,
Thoda Pyaar Karo Na,
Bhaya Mukt Karo Ek Danav,
Aaya Hai Korona,
Hey Jagat Ki Palan Haar,
Sunlo Na Karun Pukar ॥

Ab Jugat Sabhi Kar Daali,
Sab Raksha Vihin Se,
Vish Dansh Lie Ye Danav,
Aaya Hai Cheen Se,
Tum Kaali Roop Mein Aao,
Sanhar Karo Maan,
Bhaya Mukt Karo Ek Danav,
Aaya Hai Korona,
Hey Jagat Ki Palan Haar,
Sunlo Na Karun Pukar ॥

Maan Karte Tera Vandan,
Sweekar Karo Na,
Bhaya Mukt Karo Ek Danav,
Aaya Hai Korona,
Hey Jagat Ki Palan Haar,
Sunlo Na Karun Pukar ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

माँ करते तेरा वंदन, स्वीकार करो ना - भजन हिन्दी में पढ़ें

माँ करते तेरा वंदन, स्वीकार करो ना, भय मुक्त करो एक दानव, आया है कोरोना,हे जगत की पालन हार, सुनलो ना करुण पुकार ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan, Shri Ram Ke Charan, Prabhu Ram Ke Charan, Dekhon Pawan Param Shri Ram Ke Charan ॥

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP