Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tere Bina Shyam Hamara Nahi Koi Re (तेरे बिना श्याम, हमारा नहीं कोई रे: भजन)


Tere Bina Shyam Hamara Nahi Koi Re
Tere Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re,
Humara Nahin Koi Re,
Sahara Nahin Koi Re,
Teren Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re ॥
Amuva Ki Daali Pe
Pinjra Tangaya,
Ud Gaya Suva,
Padhaya Nahin Koi Re,
Teren Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re ॥

Gahari Gahari Nadiyan,
Naav Purani,
Duban Lagi Naav,
Bachaya Nahin Koi Re,
Teren Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re ॥

Bhai Aur Bandhu,
Kutumb Kabeelo,
Bigdi Jo Baat,
Banaya Nahin Koi Re,
Teren Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re ॥

Kahat Kabeer,
Suno Bhai Sadho,
Guru Bin Gyan,
Sikhaya Nahin Koi Re,
Teren Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re ॥
* Bhakti Bharat Bhajan

Tere Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re,
Humara Nahin Koi Re,
Sahaara Nahin Koee Re,
Teren Bina Shyam,
Humara Nahin Koi Re ॥

तेरे बिना श्याम, हमारा नहीं कोई रे: भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरे बिना श्याम, हमारा नहीं कोई रे, सहारा नहीं कोई रे..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,

Bhajan: Duniya Banane Wale Mahima Teri Nirali

Duniya Banane Wale Mahima Teri Nirali । Chanda Banaya Sheetal Sooraj Mein Aag Dali ।

Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Maa Bap Ko Mat Bhulna

Har Baat Ko Bhoolo Magar, Maan Baap Mat Bhoolana, Upakaar Inake Laakhon Hai, Is Baat Ko Mat Bhoolana

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP