Shri Ram Bhajan

Tere Naam Ki Dhun Lagi (तेरे नाम की धुन लागी: भजन)


Tere Naam Ki Dhun Lagi
Tere Naam Ki Dhun Lagi,
Man Hai Tera Matwala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥
Tu Hi Mera Swami Hain,
Tu Hi Hai Mera Data,
Bhakti Mera Jeevan Hai,
Bhakto Se Tera Nata,
Main Teri Sharan Mein Hoon,
Tu Hain Mera Rakhwala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥

Tune Mujhe Bhakti Ke,
Sagar Mein Duboya Hain,
Tute Hue Moti Ko,
Mala Mein Piroya Hai,
Main Roop Hoon Meera Ka,
Tu Hai Mera Gopala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥

Tere Naam Ki Dhun Lagi,
Man Hai Tera Matwala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥

तेरे नाम की धुन लागी: भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरे नाम की धुन लागी, मन है तेरा मतवाला, मैं तान हूँ मुरली की...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanMeera BhajanMeera Bai BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Tere Naam Ki Dhun Lagi Video

Shri Devkinandan Thakur Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hey Gannayak Sab Sukh Dayak Karo Vigan Sab Dur

Hey Gananayak Sab Sukhadayak, Karo Vighn Sab Dur, Sharan Teri Aaye Hai ॥

Daya Karo Hey Dayalu Ganpati

Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare, Daya Karo Hay Dayalu Ganapati, Sambhalo Bigidi Dasa Hamari, Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥

Bhakto Ke Dwar Padharo

Bhakto Ke Dwar Padharo, Pyare Gauri Ke Lalan, Har Bigde Kaaj Sawaron, Pyare Gauri Ke Lalan, Gauri Ke Lalan, Mahamai Ke Lalan, Bholenath Ke Lalan, Bhakto Ke Dwar Padharo, Pyare Gauri Ke Lalan ॥

Pratham Pujya Hai Sab Devo Mein

Pratham Pujya Hai Sab Devo Mein, Jane Duniya Sari Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari, Aap Nirale Aor Aap Chavi Hai Sabse Nyari, Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari ॥

Dil Ki Kutiya Mein Meri Aa Jao

Shyam Darshan, Jara Dikha Jao, Dil Ki Kutia, Main Mere Aa Jao ॥

Sanwara Jab Mere Sath Hai

Sanwara Jab Mere Sath Hai, Humko Darne Ki Kya Baat Hai । Iske Rahte Koi Kuch Kahe, Bolo Kiski Yah Aukat Hai

Khatu Wale Shyam Pyare

Khatu Wale Shyam Pyare, khoob Kiyo Shrrngar, Roop Tero Maan Bhave, Morachhadi Tere Haath Mein Saaje, Lile Ke Asavaar, Roop Tero Maan Bhave ॥

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP