Bhagat Pukare Aaj Mawadi (भगत पुकारे आज मावड़ी: भजन)


Bhagat Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye,
Duhkh Pave Hai Tabar Thara,
Aake Kasht Mita Ja Ai,
Bhakt Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥
Sar Pe Hamare Gam Ke Badal,
Jab Jab Bhi Mandrate Hai,
Aur Na Kuchh Bhi Bhave Daadi,
Thari Yaad Satawe Hai,
Sun Le Mhaari Arji Daadi,
Man Ki Baat Batava Ai,
Bhakt Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥

Kar Solah Shringar Bhawani,
Mhaare Ghara Jad Aavoga,
Tan Man Dhan Sab Vaar Diya Maan,
Yo Jeevan Ab Varanga,
Dag Mag Dole Naiya Mhaari,
Bhav Se Paar Laga Ja Ai,
Bhakt Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥

Jhunjhanu Ki Dharti Hai Paavan,
Maati Tilak Lagava Ji,
Din Dukhi Darwaje Aave,
Har Sankat Kat Jaave Ji,
‘Aakash Parichay’ Jhuk Jhuk Daadi,
Thaara Darshan Paava Ai,
Bhakt Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥

Bhagat Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye,
Duhkh Pave Hai Tabar Thara,
Aake Kasht Mita Ja Ai,
Bhakt Pukare Aaj Mawadi,
Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
भगत पुकारे आज मावड़ी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भगत पुकारे आज मावड़ी, आके लाज बचा जा ऐ, दुःख पावे है टाबर थारा, आके कष्ट मिटा जा ऐ, भक्त पुकारे आज मावड़ी, आके लाज बचा जा ऐ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMaa Kali BhajanJagdambe BhajanAmbe Gauri BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥