Kan Kan Me Hai Ram Samaya Jan Sake Too Jan (कण-कण में है राम समाया, जान सके तो जान: भजन)


Mandir-mandir Jakar Prani,
Dhundh Raha Bhagwan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan ॥
Mandir-mandir Jakar Prani,
Dhundh Raha Bhagwan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan ॥

Ek Ishwar Ki Khatir,
Lakho Mandir Achchhe-achchhe,
Kadi Dhup Mein Chhaya Khatir,
Bilakh Rahe Hai Bachche,
Uske Andar Bol Rahe Prabhu,
Usko to Pahachan ॥

Mandir-mandir Jakar Prani,
Dhundh Raha Bhagwan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan ॥

Patthar Pe Ho Naam Hamara,
Kare Dikhava Daan,
Daridr Ban Ke Janch Raha Hai,
Narayan Bhagwan,
Leke Katora Hath Phailaye,
Udhar Karo Kuch Dhyan ॥

Mandir-mandir Jakar Prani,
Dhundh Raha Bhagwan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan ॥

Phani Hai Ishwar,
Andar Aakar Baitha Pran,
Bahar Tu Gangajal Chadhave,
Andar Madira-paan,
Roj Ho Raha Tere Hathon,
Ishwar Ka Apman ॥

Mandir-mandir Jakar Prani,
Dhundh Raha Bhagwan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan,
Kan-kan Mein Hai Ram Samaya,
Jaan Sake to Jaan ॥
कण-कण में है राम समाया, जान सके तो जान: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मंदिर-मंदिर जाकर प्राणी, ढूंढ रहा भगवान, कण-कण में है राम समाया, जान सके तो जान..
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanDhiraj Kant Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai Hanuman

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai, Sankat Haara Hai, Hanuman Hanuman..

Dekho Raja Bane Maharaj

Dekho Raja Bane Maharaj, Aaj Ram Raja Bane, Dekhon Raja Bane Maharaj, Aaj Ram Raja Bane ॥

Tar Jayega Le Naam Ram Ka

Tar Jayega Le Naam Ram Ka, Kahin Bit Na Jaye, Ye Jivan Kaam Ka, Tar Jayega Le Naam Ram Ka ॥

Mere Balaji Sarkar Main Tera Ho Jaun

Shiv Shankar Ke Avatar, Mere Balaji Sarakar, Das Tera Ho Jaun, Jhuthi Duniya Ka Hun Filahal,
Main Tera Ho Jaun, Kuchh Sisa Kar Kamaal, Main Tera Ho Jaun, Jhuthi Duniya Ka Hun Filahal,
Main Tera Ho Jaun ॥

Meri Balaji Sunenge Fariyad

Meri Balaji Sunenge Phariyad, Balaji Jarur Sunenge, Ab Hogi Naiya Paar, Ab Banenge Sare Kaam, Ab Mauj Baharen Saal, Balaji Jarur Sunenge, Meri Balaji Sunenge Phariyad,
Balaji Jarur Sunenge ॥