Mujhe Radharani Mera Shyam Mila De (मुझे राधा रानी मेरा श्याम मिला दे)


Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De
Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De ॥

Shyam Pukaroon Main to Shyam Na Aaye
Kyun Rootha Mujhse Koi Na Bataye
Shyam Pukaroon Main to Shyam Na Aaye
Kyun Rootha Mujhse Koi Na Bataye
Kyun Rootha Mujhse Koi Na Bataye
Mere Man Ki Radha Rani Peed Mita De
Mere Man Ki Radha Rani Peed Mita De
Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De ॥

Shyam Bina Mera Jeevan Soona
Khali Dil Ka Har Ek Kona
Shyam Bina Mera Jeevan Soona
Khaali Dil Ka Har Ek Kona
Khaali Dil Ka Har Ek Kona
Saansen Bhi Chhutan Laagi Darash Kara De
Saansen Bhi Chhutan Laagi Darash Kara De
Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De ॥

Shri Krishn Sharanam Mamah,Apni Sharan Le Lo
Saanson Ka Moh Nahi, Jeevan Chaahe Le Lo
Shri Krishn Sharanam Mamah,Apni Sharan Le Lo
Saanson Ka Moh Nahi, Jeevan Chaahe Le Lo
Saanson Ka Moh Nahi, Jeevan Chaahe Le Lo
Apna Bana Le Mujhe, Khud Mein Sama Le
Apna Bana Le Mujhe, Khud Mein Sama Le
Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De ॥

Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Shyam Mila De Radha Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De
Mujhe Radha Rani Mera Shyam Mila De ॥
मुझे राधा रानी मेरा श्याम मिला दे - हिन्दी में पढ़ें
आज बिरज में होरी रे रसिया। होरी रे होरी रे बरजोरी रे रसिया॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maa Sherawaliye Tera Sher Aa Gaya

Maa Sherawaliye, Tera Sher Aa Gaya, Apne Khoon Se Nahlane, Tera Beta Aa Gaya

Jara Phool Bicha Do Aangan Mein Meri Maiya Aane Wali Hai

Jara Phool Bicha Do Aangan Mein, Meri Maiya Aane Wali Hai, Meri Maiya Aane Wali Hai, Meri Maiya Aane Wali Hai, Jara Phool Bicha Do Aangan Mein, Meri Maiya Aane Wali Hai ॥

Aate Hain Har Saal Navrate Mata Ke

Aaye Navaratre Maata Ke, Aaye Navaratre Maata Ke, Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke, Jay Ho Navaratre Maata Ke, Main Puju Har Baar Navaratre Maata Ke ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo