Tu Na Ja Mere Raghurai (तू ना जा मेरे रघुराई: भजन)


Raja Dashrath Ne,
Vyakul Ho Ke,
Yah Awaz Lagai,
Tu Na Ja Mere Raghurai,
Tu Na Ja Mere Raghurain,
Lo Van Ko Chale Hain Raghurai,
Raja Dashrath Ne ॥
Keki Ne Kaisa Var Manga,
Tute Hain Sapne Saare,
Raajtilak Tha Hone Wala,
Honi Ko Kaun Hai Taalen,
Shrap Shravan Ke Mata-pita Ka
Aaj Bana Hai Dukhdai,
Lo Van Ko Chale Hain Raghurai,
Raja Dashrath Ne ॥

Ram Bina Meri Suni Ayodhya,
Kaise Ab Main Jiyunga,
Lakshman Bin Mera Dil Lagega,
Kaise Judai Sahunga,
Sath Sita Bhi,
Van Ko Chali Hai,
Akhiyan Bhar Bhar Aai,
Lo Van Ko Chale Hain Raghurai,
Raja Dashrath Ne ॥

Raja Dashrath Ne,
Vyakul Ho Ke,
Yah Awaz Lagai,
Tu Na Ja Mere Raghurai,
Tu Na Ja Mere Raghurain,
Lo Van Ko Chale Hain Raghurai,
Raja Dashrath Ne ॥
तू ना जा मेरे रघुराई: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राजा दशरथ ने, व्याकुल हो के, यह आवाज़ लगाई, तू ना जा मेरे रघुराई, तू ना जा मेरे रघुराईं, लो वन को चले हैं रघुराई ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Mandir Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,