Ulajh Mat Dil Bharo Me -2 (उलझ मत दिल बहारो में 2 - भजन)


Ulajh Mat Dil Baharo Men Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhut Jate Hai Saharo Ka Barosa Kya
Tamanaaye Jo Teree Hai Phuhaare hai Vo Savan Ki,
Phuhaare Hai Suk Jaatee Hai Phukaaro Ka Bharosa Kya

Ulajh Mat Dil Baharo Men Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhut Jate Hai Saharo Ka Barosa Kya

Dilaase Yo Yahan Ke Sabhee Rangin Najare Hai,
Najaare Roose Jate Hai Najaaron Ka Bharosa Kya

Ulajh Mat Dil Baharo Men Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhut Jate Hai Saharo Ka Barosa Kya

Inhee Rangeen Gubaaron Par Aare Dil kyon Phida Hota,
Gubaare Phut Jaate Hai Dubaaro Ka Bharosa Kya

Ulajh Mat Dil Baharo Men Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhut Jate Hai Saharo Ka Barosa Kya

Too Haree Ka Naam Lekar Ke Kinaaron Se Kinaara Kar,
Kinaare Koot Jaate Hai Kinaaron Ka Bharosa Kya
BhaktiBharat Lyrics

Ulajh Mat Dil Baharo Men Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhut Jate Hai Saharo Ka Barosa Kya
उलझ मत दिल बहारो में 2 - भजन - हिन्दी में पढ़ें
उलझ मत दिल बहारो में बहारो का भरोसा क्या, सहारे छुट जाते है सहरो का बरोसा क्या, तमनाये जो तेरी है फुहारे है वो सवान की..
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanAcharya Parvesh Das Bhajan

Other Popular Ulajh Mat Dil Bharo Me -2 Video

Singer: Pujya Prembhushanji Maharaj

Singer: Dimmpi Bhoomi | Tabla: Ramdhyan Gupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥