Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Banke Bihari Krishan Murari (बांके बिहारी कृष्ण मुरारी - भजन)


Banke Bihari Krishan Murari
Banke Bihari Krishna Murari,
Meri Bari Kahan Chupe,
Darshan Dijo Sharan Mein Lijo,
Hum Balihari Kahan Chupe।
॥ Banke Bihari Krishna Murari...॥
Aankh Mecholi Hume Na Bhaye,
Jag Maya Ke Jaal Bichaye,
Ras Racha Kar Bansi Baja Kar,
Dhenu Chara Kar Preeti Jaga Kar,
Natwar Nagar Nishthur Chhaliya,
Leela Nyari Kahan Chupe।
॥ Banke Bihari Krishna Murari...॥

Sarv Vyapak Tum Avinashi,
Jal Thal Gagan Ravi Ghat Basi,
Yog Suna Kar Rath Ko Chala Kar,
Kahan Kho Gaye Humko Lubha Kar,
Govind Govind Meera Gayi,
Ganika Tari Kahan Chhupe।
॥ Banke Bihari Krishna Murari...॥

Banke Bihari Krishna Murari,
Meri Bari Kahan Chupe,
Darshan Dijo Sharan Mein Lijo,
Hum Balihari Kahan Chupe।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

बांके बिहारी कृष्ण मुरारी - भजन हिन्दी में पढ़ें

बांके बिहारी कृष्ण मुरारी मेरे बारी कहाँ छुपे, दर्शन दीजो शरण में लीजो...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanJagjit Singh Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP