पितृ पक्ष - Pitru Paksha

Jahan Aasman Jhuke Zameen Par (जहाँ आसमां झुके जमीं पर - भजन)


Jahan Aasman Jhuke Zameen Par
Jahaan Aasmaan Jhuke Zameen Par,
Sar Jhukta Sansaar Ka,
Wahi Pe Dekha Humne Jalwa,
Maan Tere Darbaar Ka ॥
Ik Trikut Parvat Pyara,
Jahaan Pe Bhavan Vishal,
Gupha Bani Ek Sundar Si,
Baje Ghante Ghadiyal,
Swarg Sa Sukh Wahan,
Nahin Koi Duhkh Wahan,
Barabar Milta Hai Sabko,
Bhikhari Ho Ya Koi Raja,
Jahaan Aasmaan Jhuke Zameen Par,
Sar Jhukta Sansar Ka,
Wahi Pe Dekha Humne Jalwa,
Maan Tere Darbaar Ka ॥

Pavan Chhedti Hai Yahaan,
Madhu Sa Madhur Sangeet,
Jahaan Pe Jharne Gaate Hai,
Preet Ke Pyare Geet,
Dil Mein Ras Gholti,
Wadiyan Bolti,
Nahin Dharti Pe Kahin Aisa,
Najarra Humne Hai Paya,
Jahaan Aasmaan Jhuke Zameen Par,
Sar Jhukta Sansar Ka,
Wahi Pe Dekha Humne Jalwa,
Maan Tere Darbaar Ka ॥

WahI Pe ‘Lakhkha’ Ho Gaya,
Nirdhan Se Dhanwan,
Dhan Daulat Shohrat Mili,
Aur Paaya Sammaan,
Wohi Ek Dwar Hai,
Sukh Ka Sansar Hai,
Maangle Bedhadak Dil Se,
Bhawani Baant Rahi Sabko,
Jahaan Aasmaan Jhuke Zameen Par,
Sar Jhukta Sansar Ka,
Wahi Pe Dekha Humne Jalwa,
Maan Tere Darbaar Ka ॥

Jahaan Aasmaan Jhuke Zameen Par,
Sar Jhukta Sansar Ka,
Wahi Pe Dekha Humne Jalwa,
Maan Tere Darbaar Ka ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

जहाँ आसमां झुके जमीं पर - भजन हिन्दी में पढ़ें

जहाँ आसमां झुके जमीं पर, सर झुकता संसार का, वही पे देखा हमने जलवा, माँ तेरे दरबार का ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya

Le Chal Apni Nagariya, Awadh Bihari Sanwariyan । Awadh Bihari Sanwariya, Len Chal Apni Nagariya ।

Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan

Naam Na Jane, Dham Na Jane, Jane Na Seva Pooja, Tum Asha Vishwas Hamare...

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko Ghar Ghar Me Pahuchana Hai

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko, Ghar Ghar Me Pahuchana Hai, Ram Naam Ki Bhakti Ko, Jan Jan Main Jagana Hai, Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram, Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa Aur Rang Na Bhayega

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa, Aur Rang Na Bhayega, Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara, Ghar Ghar Se Ab Ayega, Ayodha Ki Nagri Mein Ab, Kesariya Lehrayega, Kesariya Kesariya Mharo, kesariya kesariya ॥

Chola Maati Ke Hai Ram

Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re, Chola MItti Ke Hai Ho,
Hay Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Bhakti Bharat APP