Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kali Kamali Wala Mera Yar Hai (काली कमली वाला मेरा यार है - भजन)


Kali Kamali Wala Mera Yar Hai
Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai,
Mere Man Ka Mohan Tu Dildar Hai,
Tu Mera Yaar Hai, Mera Dildar Hai ॥
Man Mohan Main Tera Deewana,
Gaun Bas Ab Yahi Tarana,
Shyam Salone Tu Mera Rijwar Hai,
Mere Man Ka Mohan Tu Dildar Hai ॥

Tu Mera Main Tera Pyare,
Yah Jeevan Ab Tere Sahare,
Hath Tere Is Jeevan Ki Patwar Hai,
Mere Man Ka Mohan Tu Dildar Hai ॥

Pagal Preet Ki Ek Hi Aasha,
Darde Dil Darshan Ka Pyasa,
Tere Har Vade Pe Mujhe Aitbaar Hai,
Mere Man Ka Mohan Tu Dildar Hai ॥

Tujhko Apna Maan Liya Hai,
Yah Jeevan Tere Naam Kiya Hai,
Chitr Vichitr Ko Bas Tumse Hi Pyaar Hai,
Mere Man Ka Mohan Tu Dildar Hai ॥

Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai,
Mere Man Ka Mohan Tu Dildar Hai,
Tu Mera Yaar Hai, Mera Dildar Hai ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

काली कमली वाला मेरा यार है - भजन हिन्दी में पढ़ें

काली कमली वाला मेरा यार है, मेरे मन का मोहन तु दिलदार है, तु मेरा यार है..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanChitra Vichitra BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela Bhajan

Other Popular Kali Kamali Wala Mera Yar Hai Video

by Ayachi Thakur, Maithili Thakur

Jaya Kishori

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Teri Jai Ho Ganesh

Teri Jai Ho Ganesh, Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai..

Gajanand Bega Aao Saath Riddhi Siddhi Ne Lavo

Aao Gajanand Pyara, Bega Padharo Ganpati Ji, Dundala, Sundala, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Aaye Hai Ganesh Bappa Aaj More Angana

Aaye Hai Ganesh Bappa, Aaj More Angana, Aaj More Angana, Ji Aaye More Angana, Aaye Hain Ganesh Bappa, Aaj More Angana ॥

Maine Mann Ko Mandir Banaya

Maine Mann Ko Mandir Banaya, O Gauri Maiya Ke Laala, Teri Murat Ko Usne Sajaya, O Gauri Maiya Ke Laala, O Gauri Maiya Ke Laala ॥

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Me Bhajan

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein, Dekh Lo Mere Man Ke Naaginen Mein । shri ram janki lyrics in hindi and endlish

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP