Mere Gananayak Tum Aa Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥
Meri Sakhiyan Mujhse Poochhe Hai,
Kab Aayenge Gajmukh Bolo,
Ab Ashtavinayak Aa Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jaon,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥
Man Vyakul Hai Tan Dole Hai,
Har Saans Meri Yahi Bole Hai,
Ab Gauri Nandan Aa Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jaon,
Main to Kabase Baat Nihaar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥
Gaura Ke Man Man Ka Tu Gaurav,
Shiv Ji Ki Ankhiyon Ka Tara,
Ab Vighn Vinashak Aa Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jaon,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥
Tera Mukh Mangal Ki Moorat Hai,
Tera Darsh Hi Ganapati Amrt Hai,
Kabhi Mujh Pe Daya Barsa Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥
Mere Man Mein Ganapati Bhakti Rahe,
Teri Bhakti Hi Data Shakti Rahe,
Rang Aisa Mujhpe Chadha Jao,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jaon,
Main to Kabse Baat Nihar Rahi,
Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥