Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Rakh Sharan Girdhari Sanware (राख शरण गिरधारी साँवरे - भजन)


Rakh Sharan Girdhari Sanware
Rakh Sharan Girdhari Sanware,
Main Bina Mol Ko Chero,
Hari Main Jaiso Teso Tero,
Shyam Main Jaiso Teso Tero ॥
Aap Thukraoge to Pyare,
Hum Aur Kahan Phir Jayenge,
Chhaan Kar Khaak Zamane Bhar Ki,
Phir Laut Yaheen Par Aayenge ।
Neech Adham Kaami Kutil,
Are Jaiso Hoon Main Toye,
Neej Charnan Mein Rakhiye,
Mohe Natwar Nand Kishor.
Natwar Nand Kishor Mere,
Prano Se Pyaare,
Chhod Jagat Ka Moh Main,
Pada Tere Dware ॥

Yaar Koi Nahin Mile Mujhe,
Is Bhav Sagar Ke Bich,
Data Apna Lo Abhi,
Hari Main Adham Ati Hoon Neech ॥

Rakh Sharan Girdhari Sanware,
Main Bina Mol Ko Chero,
Hari Main,
Shyam Main,
Naath Main,
Jaiso Teso Tero,
Hari Main Jaiso Teso Tero,
Shyam Main Jaiso Teso Tero ॥

Din Bhi Bhoolen Rain Bhi Bhulun,
Bhool Jaoon Jag Saara,
Bhool Jaoon Jag Saara,
Tohe Na Bhulun Kunwar Kanhaiya,
Chaakar Daas Tumhara,
Chaakar Daas Tumhara,
Tan Bhi Tero Man Bhi Tero,
Main Bina Mol Ko Chero,
Hari Main,
Shyam Main,
Nath Main,
Jaiso Teso Tero,
Hari Main Jaiso Teso Tero,
Shyam Main Jaiso Teso Tero ॥

Nirbal Ke Bal Sune Naath Main,
Tab Tere Dwar Pe Aaya,
Tab Tere Dwar Pe Aaya,
Teri Kripa Ho Jae Sanware,
Saphal Bane Ye Kaaya,
Saphal Bane Ye Kaaya,
Nasht Ho Paap Taap Sab Mero,
Main Bina Mol Ko Chero,
Hari Main,
Shyam Main,
Nath Main,
Jaiso Teso Tero,
Hari Main Jaiso Teso Tero,
Shyam Main Jaiso Teso Tero ॥

Aasha Aur Vishwas Rahegi,
Hoga Darash Tumhara,
Hoga Darash Tumhara,
Pagla Man Phir Bhi Ye Bole,
Jo Hai Shyam Sahara,
Jo Hai Shyam Sahara,
Rakh Sharan Girdhari Sanware,
Kasht Maaf Ho Mero,
Hari Main,
Shyam Main,
Nath Main,
Jaiso Teso Tero,
Hari Main Jaiso Teso Tero,
Shyam Main Jaiso Teso Tero ॥

Rakh Sharan Girdhari Sanware,
Main Bina Mol Ko Chero,
Hari Main,
Shyam Main,
Nath Main,
Jaiso Teso Tero,
Hari Main Jaiso Teso Tero,
Shyam Main Jaiso Teso Tero ॥

राख शरण गिरधारी साँवरे - भजन हिन्दी में पढ़ें

राख शरण गिरधारी साँवरे, मैं बिना मोल को चेरो, हरी मैं जैसो तेसो तेरो, श्याम मैं जैसो तेसो तेरो ॥
Read Also

Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanKrishn Janmasthami Bhajan

Other Popular Rakh Sharan Girdhari Sanware Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jai Jai Ganraj Ji

Yaha Daas Kare Dhyan Tumhara, Har Pal Tumne Diya Sahara, Main Hun Tera Daas, Main Hun Tera Daas Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji, Jai Jai Jai ॥

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj, Puran Karo Hamare Kaaj, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj ॥

Omkar Swarupa Sadguru Samartha

Omkar Swarupa Sadguru Samartha, Anathachya Natha Tuj Namo

More Ganraja Ji

Jai Ho Ganraja Ji, Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki, Gaura Ke Tum Laal Prabhu Ji,
Ajab Ki Shaan Tumhari, Sabse Pahle Puju Tumko, More Ganraja Ji, Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥

Oh Pawan Putra Hanuman

Oh Pawan Putra Hanuman, Ram Ke Parama Bhatka Kahalye, Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye, Oh Pawan Putra Hanuman, mRam Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye, Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥

Balaji Mujhe Apne Dar Pe Bulana

Balaji Mujhe Apne, Dar Pe Bulana, Darshan Se Naino Ki, Pyas Bujhana, Balaji Mujhe Apna, Darshan Dikhana,
Balaji Mujhe Apne, Dar Pe Bulana ॥

Kirtan Hai Veer Bajrang Ka

Kirtan Hai Veer Bajrang Ka, Nach Nach Kar Inko Mana, Tabhi To Baba Ayenge, Ram Gun Gayenge,
Kirtan Hoga Aaj, Kirtan Hoga Aaj ॥

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP