Shani Dev Ke Bano Upasak Shani Hai Bade Mhane Re
Shani Ki Kirpa Jab Jab Barse Ho Jata Kalyan Re
Shani Dev Ke Bano Upasak Shani Hai Bade Mhane Re
No Greh Mein Yeh Shreshth Hai Sab Se Surya Putra Kahlate
Char Bhuja Tan Shyam Varn Hai Inko Sabhi Rijate
Inki Mahima Badi Anokhi Pooje Sakal Jahan Re
Shani Dev Ke Bano Upasak Shani Hai Bade Mhane Re
Bhaktibharat Lyrics
Loha Til Aur Ugra Chada Ke Jo Bhi Inhen Rijate
Sradha Prem Se Tel Chada Ke Jo Bhi Dhyan Lagaate
Unki Bhakti Se Khush Ho Ke De Dete Vardaan Re
Shani Ki Kirpa Jab Jab Barse Ho Jata Kalyan Re
Vakra Hai Drishti Tani Hai Hai Bhahuye Nyay Dheesh Kehlate,
Vakar Hai Drishti Tani Hai Bhahue Nyay Dheesh Kahlate
Keval Bhagato Ke Yeh Rakshak Dusht Sada Gabrate
Mat Chhaya Ke Aagyakari Door Kare Viyavadhyan Re
Shani Dev Ke Bano Upasak Shani Hai Bade Mhane Re