Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shyam khatu wale se meri pahachan ho gai (श्याम खाटू वाले से मेरी पहचान हो गई - भजन)


Shyam Khatu Wale Se,
Meri Pahachan Ho Gai,
Mushkil Badi Thi Meri,
Manjil Aasan Ho Gai,
Shyam Khatu Walen Se,
Meri Pahachan Ho Gai ॥
Jo Haar Ke Dar Pe Aaya,
Baba Ki Sharan Vo Paaya,
Inka Shukar Manaye Hum,
Dar Pe Sar Jhukaye Hum
Dekhake Inki Datari,
Main Hairan Ho Gayi,
Shyam Khatu Walen Se,
Meri Pahachan Ho Gai ॥

Pichhle Janam Ke Achchhe Karam,
Ho Gaya Apna Shyam Milan,
Bhakton Ke Arma Machle,
Khushi Ke Aansoo Nikle,
Inki Daya Se Apni,
Aan Baan Shaan Ho Gayi,
Shyam Khatu Walen Se,
Meri Pahachan Ho Gayi ॥

Inka Sar Pe Hath Rahe,
Har Pal Inka Sath Rahe,
Prem Ka Dhaga Toote Na,
Baba Humse Roothe Na,
‘Chokhani’ Kahe ‘Anjali’ Teri,
Thodi Pahachan Ho Gai,
Shyam Khatu Walen Se,
Meri Pahachan Ho Gai ॥

Shyam Khatu Wale Se,
Meri Pahachan Ho Gai,
Mushkil Badi Thi Meri,
Manjil Aasaan Ho Gai,
Shyam Khatu Walen Se,
Meri Pahachan Ho Gai ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

श्याम खाटू वाले से मेरी पहचान हो गई - भजन हिन्दी में पढ़ें

श्याम खाटू वाले से, मेरी पहचान हो गई, मुश्किल बड़ी थी मेरी, मंजिल आसान हो गई..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Sawan 2026 - Sawan 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP