Bande Tera Re Nahi Re Thikana (बन्दे तेरा रे नही रे ठिकाना: भजन)


Bande Tera Re Nahi Re Thikana,
Ek Na Ek Roj,
Padega Tujhe Jana Re,
Banden Tera Re Nahin Re Thikana ॥
Beet Gaya Bachpan Dhali Re Jawani,
Aaya Re Budhapa Dekh Roya Re Prani,
Badal Gaya Re Sab Hoke Purana Re,
Banden Tera Re Nahin Re Thikana ॥

Jaisa Kara Hai Tune Vaisa Hi Bhara Hai,
Geeta Ke Panno Mein Ye Sab Likha Hai,
Moh Mamta Se Man Ko Hatana Re,
Banden Tera Re Nahin Re Thikana ॥

Duniya Ko Kahate Ho Ye Sab Hamare,
Sath Jaaye Na Tere Mahal Chobare,
Khali Aaya Jag Mein Khali Hath Jana Re,
Banden Tera Re Nahin Re Thikana ॥

Raav Rajendar Man Mein Vichara,
Din Bandhu Deenanath Ek Hai Sahara,
Simran Karke Mukti Ko Pana Re,
Banden Tera Re Nahin Re Thikana ॥
Bhaktibharat Lyrics

Bande Tera Re Nahi Re Thikana,
Ek Na Ek Roj,
Padega Tujhe Jana Re,
Banden Tera Re Nahin Re Thikana ॥
बन्दे तेरा रे नही रे ठिकाना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बन्दे तेरा रे नही रे ठिकाना, एक ना एक रोज, पडे़गा तुझे जाना रे..
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham Bhajan

Other Popular Bande Tera Re Nahi Re Thikana Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Gaiye Ganpati Jagvandan Shankar Suwan

Gaiye Ganpati Jagvandan, Shankar Suwan Bhawani Nandan, Ganpati Jagvandan,
Gaiye Ganpati Jagvandan ॥

Om Jai Gauri Nanda

Om Jai Gauri Nanda, Prabhu Jai Gauri Nanda, Ganpati Anand Kanda, Ganpati Anand Kanda, Main Charnan Vanda, Om Jai Gauri Nanda ॥

Ghar Me Padharo Gajanan Ji

Ghar Mein Padharo Gajananji, Mere Ghar Mein Padharo, Riddhi Siddhi Leke Aao Ganaraja...

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..