Har Haal Me Khush Rehna (हर हाल में खुश रहना - भजन)


Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।
Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।
Mahafil Mein Juda Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।
Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ॥
Sukh Duhkh Mein Hasna Rona, Hai Kaam Kayaro Ka ।
Sukh Duhkh Mein Hasna Rona, Hai Kaam Kayaro Ka ।
Donon Mein Muskurana, Santo Se Seekh Jaen ॥
Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Jhanjhat Se Bhag Jaana, Sab Log Batate Hai ।
Jhanjhat Se Bhag Jaana, Sab Log Batate Hai ।
Jhanjhat Mein Bach Ke Rehna, Santo Se Seekh Jaen ॥
Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Marne Ke Baad Mukti, Sab Log Batate Hai ।
Marne Ke Baad Mukti, Sab Log Batate Hai ।
Jeete Ji Mukt Hona, Santo Se Seekh Jaen ॥
Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।

Duniya Ke Log Daulat, Paakar Ke Muskurate ।
Duniya Ke Log Daulat, Paakar Ke Muskurate ।
Par Bhichhu Ban Ke Hasna, Santo Se Seekh Jaen ॥
Har Haal Mein Khush Rehna, Santo Se Seekh Jaen ।
हर हाल में खुश रहना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हर हाल में खुश रहना, संतो से सीख जाए । महफ़िल में जुदा रहना, संतो से सीख जाए ।
Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanGuru Gyan BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPujya Rajan Bhajan

Other Popular Har Haal Me Khush Rehna Video

By Pujya Shri Prembhushan Ji Maharaj

By Bal Sant Shashwat Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Shankar Tum Kailashpati

Shiv Shankar Tum Kailashpati, Hai Shish Pe Gang Viraj Rahi, Shiv Shankar Tum Kailashpati, Hai Shish Pe Gang Viraj Rahi ॥

Ram Ka Rat Jaga, Rat Jaga Ram Ka

Ram Ka Rat Jaga, Rat Jaga Raam Ka, Gao Badhai Shubh Ghadi Aayi, Palan Palan Nisadin Ho Raha Sumiran..
Ek Hi Naam Ka

Main Do-Do Maa Ka Beta Hun

Main Do-do Maa Ka Beta Hun, Dono Maiya Badi Pyari Hai । Ek Mata Meri Janani Hai, Ek Jag Ki Palanhari Hai ॥

Tere Charno Mein Sir Ko Jhukata Rahu

Tere Charanon Main Sar Ko, Jhukata Rahun, Tu Bulata Rahe, Aur Main Aata Rahun ॥

Laut Ke Aaja Nand Ke Dulare

Laut Ke Aaja Nand Ke Dulare, Ummid Lagaye, Na Jaane Mera, Laala Kab Aaye ॥