He Jag Swami Anataryami, Tere Sanmukh Aata Hoon! (हे जग स्वामी, अंतर्यामी, तेरे सन्मुख आता हूँ!)


He Jag Swami Anataryami
Tere Sanmukh Aata Hoon ।
Sanmukh Aata Hai, Mei Sharmata,
Bhet Nahi Kuchh Lata Hoon,
॥ He Jag Swami...॥

Papi Jan Hoon Mei Nirgun Hoon,
Dwar Tere Par Aata Hoon
॥ He Jag Swami...॥

Mujh Par Prabhu Kirpa Kije,
Papo Se Pachhtata Hoon
॥ He Jag Swami...॥

Paap Chhama Kar Deeje More,
Man Se Ye Hi Chahta Hoon
॥ He Jag Swami...॥

He Jag Swami Anataryami
Tere Sanmukh Aata Hoon ।
हे जग स्वामी, अंतर्यामी, तेरे सन्मुख आता हूँ! - हिन्दी में पढ़ें
हे जग स्वामी, अंतर्यामी, तेरे सन्मुख आता हूँ। सन्मुख आता, मैं शरमाता...
Bhajan School BhajanCollage BhajanPrabhu Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥